Main I
kswin sadi main jana chaun ya na jana chahun,is say
kya farq parta hai?waqt
ka seel rawan,chahton
ko bahata howa,sapnon
ko dabota howa,an
khon
ko bhigota howa,in masafton ta
k lay hi jaega jinhain abhi dai
kha nhi,main chalun ya na chalun,main ru
kun ya na ru
kun,main rahun ya na rahun,mere hone ya na hone say
kya farq parta hai?waqt
ka
karwan to ru
kta hi nhi.ye chalta hai aur chalta hi rehta hai...dam tori biswin sadi bohat saray du
khon
ko meri sanson
ki mala main paro
ker guzarti chali gai aur main mahi bay aab
ki tarhan,dard
k kinaray par
khara,
kisi maseeha
ka muntazir tha.