Mujahy zid nahi meray galay
ka haar ho jao
A
kela chor dena tum jahan day-zaar ho jao
Bohat jaldi samjha mein aany lagtay ho zamanay
ki
Bohat aasan ho thoray dushwar ho jao
Mulaqaton mein wafa is liye hona zarori hai
k tum e
k din judai
k liye tayyar ho jao
Mein
kisi chil chilati dhoop
k sehra say aya hoon
Bas ab aisa
karo tum saya-e-deewar ho jao
Tumharay pass denay
k liye jhooti tasali ho
Na aye aisa din tum is qadar naadar ho jao
Tumhein maloom ho jaeyga
kaisay runj sehtay hain
Meri itni dua hai
k tum tanha fun
kaar ho jao