Mara SMS Messages422 messages

Nighahen raasta dekhain tumhara lot aao na,
tumharey bina nahi hota guzara lot aao na,
bichar k yar tujh se zindagi pal pal tarapti hey,
k tum bin ab nahi jeena gawara lot aao na,
mujhey dar hai k in tanha'aeyon mey toot jaoon na,
hey bus teri mohabat ka sahara lot aao na,
tum he to zindagi ho piyar ho dunya hamari ho,
siwa terey nahi koi haMara lot aao na.
Tumhain bakhshi hai dil per hukMarani or kia detey..?

Yehi thi bas hamari rajdhani or kia detey..?

Sitaron se kisi ki mang bharna ik fasana hai.

Tumharey name likh di zindagani or kia detey.

Wo mujh sey mangta tha umar ka ik dilnashin hisa.

Na detey us ko ham apni jawani or kia detey..?

Bichartey waqt us ko ik na ik tohfa to dena tha.

Hamare pas tha ankhoon may pani or kia detey..
Policeman: Tum ne faqeer ko Q Mara?

Pathan: Hum ne ise baar bola tha ke hum aisa waisa aadmi nahi hai,

Phir bhi ye bolta hai

"Aik baar de dey baba, phir nahi aaonga
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?

Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo HaMara tang par
Kaat krar bhag gaya
1 khus kush hamlawar ne taliban se kaha
Sir G: Barud zara kam dala karo

pichli dafa haMara banda, jannat se 350 kilometer agay nikal gaya tha.
HaMara Tazkara Chorho, Hum aisy loog hain jinhain

Nafrat kuch nahin kehti, Wafa'ain maar daite hain.. !
Har aahat ehsas haMara Dilaegi,
har hawa qissa haMara sunaegi,
Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me,
na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi.
I miss u, do u?
Agr koi pyari si larki ap ko BHAI kahy to ghabrany ki baat nahe.
.
.
.
.
.
.
Us lrki ko zabrdast sa thapr Marain or kahain:Yhan kahan ghom rahe ho,jao ghr jao.
HaMara ye tum ko salaam aakhri hai
Suno aj tum se kalaam aakhri hai
Agar ho sake to bhula dena hum ko
Yehi ek chhota sa kaam aakhri hai
Abhi aarzuon k sehra pyase hain
Magar aansuon ka ye jaam aakhri hai
Teri bewafaye ka shikwa aakhri hai
Yehi to wafaon ka inaam aakhri hai
Mariz-e-mohabbat ki aye chaara sazo
Tumhare shehar me ye shaam aakhri hai
Zara dair thehro qazaa k farishto
Labon pe haMara payaam aakhri hai
Koi mil sake ga na Hasrat k jesa
Teri adaon ka ye ghulam aakhri hai
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham huMara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
sitara hamari kismat ka us say mila hi nahi
wo kese hota haMara
aisa kabi hva hi nahi
hmne apni hr khushi dusron me bant di
ksi ne hme kya dya
ye kbi socha hi nhi

bato baton m mhbt is qadar brh gyi
use ab bhool jaen kese itna hosla hi nhi
hr ksi ne hume matlab tak pyar kya
koi hamsafar ban kar sath chala hi nhi
hr koi mri chahat ko mazaq smjta rha
dil m he dard ktna koi smja hi nhi
November ki ik sard sham main.
Tum nay haMaray hath tham kar hamari ankhoon main jhankhtay hoy kha tha.
k jab purwa ki thandi hawain chalain gi.
kali ghatain laharah kar ain gi.
Sawan TOOT kar barsay ga*TU*Asay main achanak Chupakay SAY MAIN Ajao GA.
*JANA* SADIOON SAY HAMAIN US SAWAN KA INTZAR HAY*