itni c bus hikayat-e-EHD-e-ZAMANA hai
HUJJAAT KHUDA ki asal hai baqi fasana hai
Ghairoon ne jo IMAM banaye thay chal basay
Zinda faqat haMara IMAM-E-ZAMANA(a.s) hai
Durood Zinda Hai Apna Salam Zinda Hai
Khuda K Saath Mohammad(SAWW)Ka Naam Zinda Hai
Tumhara To Koi Murda Bhi Ab Nahi Koi
Humein Hai Fakher K HuMara Imam(A.S)Zinda Hai.
jo Ali [a.s] ka na hoa kab haMara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka Mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''
Milta nahi hai koi sahara yazeed ko
BIBI(A.S) ne is tarha se ujara yazeed ko
Khatoon thi is liye jung kar nahi sakti
Khutboo k zulfiqar se Mara yazeed ko
Apass mein ye bool rhaay soorma dar ka Maray ...
Is dunya mein jeenay ka ab khatam hooway din pyaray ...
Tayyar kero jaldi Ab qabr mein janay ke...
Ye Dhoom Hai Maidan e Usi Sher Ke Aane Ki