Mara SMS Messages422 messages

log aksar karte hian yeah sawal mujh se
kia hai rishta tera mujh se
kia bataoo kese samjhaaoo kia hia rishta huMara...
bataye koi mujhe kia hia rishta
barish ka paani se..
badal ka hawa se
chand ka chandni se
kia rishta hai
farishtoo ka ibadat se
muazin ka aazan se...
koi in rishtoo ko naam de....
nahi koi na de pya in rishtoo ko naam..
par janti hoon mian
in ka rishta hai..pyar ka..muhabat ka chahat ka..
wohi rishta hai tera mujhe se..
haan wohi rishta hai...
jo kisi naam ka muhtaj nahi...

DUNIYA KI KHATIR SAHI...IS RISHTE KO NAAM DO......
Agar hum door ho jayen

kahin dunia mein kho jayen

btao kya kro gay tum?

Hamain dhondo gy ya Phir bhol jao gay?

Humain awaz dogay?
ya,ksi guzri kahani mein hMara naam likh do gay?
Chalo aisa hi karna tm
Badal jana,
hamy tm bhol hi jana
Mgr itni guzarish hy
HMara zikar jab aye
zra sa yad kar lena!
Rishta haMara is jahan mein sabse pyara ho,

jaise zindagi ko sanso ka sahara ho.

Yaad karna hamein us pal mein,

jab tum akele ho or koi na tumhara ho.
Rishta haMara is jahan mein sabse pyara ho,
jaise zindagi ko sanso ka sahara ho.
Yaad karna hamein us pal mein,
jab tum akele ho or koi na tumhara ho.
Kisi aesy hi mosam men k jab barish bhari raten hamen sony na deti

theen koi masoom si yaden hamen rony na deti theen kisi k anbereen gasoo haMara jab sahara thy

kisi ki chashm e purnam ka kabhi ham bhi sitara thy kisi ki narm o nazuk si hansi k wasty yaro hamen dukh bhi gawara thy kisi aesy hi alam men

kisi aesy hi mosam men shab e hijran chali ai mery dil ko mohabat ki tapish se ashna kar k mujhy mujh se juda kar k shab e hijran ye kehti

hy kisi aesy hi mosam men koi bhi ajnabi dekho usi se dil laga lena khalish dard e mohabat ki galy mil kar mita lena kisi aesy hi mosam men,
Maray khowab Maray sapnay sab Maray tak han
Maray bad inhan yad karay ga kon
mari chahat ban jay gi afsana
mari muhabat ko yad karay ga kon
Maray tak han ya tama sundar nazaray
Maray bad inhan aabad karay ga kon
mari kahaniyan bikhran gi rahoon par
Maray asfanoon ko yad karay ga kon
mari khtaoon ko shomar karay ga zamana
mari wafoon ko yad karay ga kon
jo guzarahay thay hum nay zamnay mill kay
on zamanoon ko yad karay ga kon
mari ahan Maray sath ho jain gi dafan
Maray ashkon ko yad karay ga kon
ik tum say ha zinda ya chahat mari
tum hi na ho gay tu yad karay ga kon
aakay is sath ko yadgar bana lan
kal kaya pata is yad ko yad karay ga kon
Dost ban kar bhi nahin saath nibhaaney wala
Wohi andaz hai zaalim ka zamaaney wala

Ab usey log samajhtey hain giraftar mera
Sakht naadim hai mujhey daam main laaney wala

Kya Khabar thi jo meri jaan main ghula hai itna
Hai wohi mujh ko sardar bhi laaney wala


Tere hotey huey aa jati thi saari dynya
Aaj tanha hu to koi nahin aaney wala

Kya kahen kitney Marasim they hamarey us se
Wo jo ik shakhs hai munh phaer kar jaaney wala
Samahet kho chuka tha kiya usay sada daitay
Yahi bohat tha kay yah wakaea bhula daitay

HuMaray ikhtiyar main hota gar yah sanam
Tairay khatoot kiya tasweer b jala daitay

Na dushmni b saleekay say ho saki tum sy
Diya tha aas ka ik bar hi bujha daitay

Yahi bohat hy k khud ko sambhaal kr rakha
Hum unko mil b jo jatay to woh ganwa daitay

Jo apni zaat me dhoka aor faraib thy CHANDA
Woh humain kaisay wafa ka koi sila daitay
Duniya ko jis ki chandni c surat say pyar he..
Mujh ko to us ki soch ki wasaat say pyar he..
Uski muhbatoon ki nahi shart ya talab..
Warna to har kisi ko zarorat say pyar he..
A kash zindagi teray khwaboo me kat.ta..
me kia karo k mujh ko hakikat say pyar he..
Bar kar kisi k husn ada rang o rup say..
Hamko kisi kay tarz e Muhabbat say pyar he..
Manjno-on ka sab khuloos he Maray mizag me..
sehra say mujh ko un~s he Wehshat say pyar he
Wo meri Aankh ka spna he agr wo smjhe,

wo meri zaat ka hisa he agr wo smjhe,

Ho nhi skte juda phool se khushbo jaise,

Sath hMara bhi kuch aisa he agr wo samjhay.>
Aey dost meri chahaton par
aitraz na karna,

Rahe sath haMara bus ye
dua karna,

Main don sath tumhara zindagi k har mor par,

Ager zindahi kam par jay to maaf karn
Tumhain bakhsi hay dil ki hukMarani, aur kya detay?
yehi thi bus hamari rajdhani, aur kya detay?

saja ker sir hatheli per gaye thay koo-e-jana me
hum apnay ishq main unko nishani aur kya detay?

woh hamsay mangta tha umar ka ik dil-nasheen hissa
na detay usko hum apni jawani, aur kya detay?

Sitaaron se kisi ki maang bherna ik fasana hay
tumharay naam likh di zindagani, aur kya detay?

Bichartay waqt usko ik na ik tuhfa to dena tha
HaMaray paas tha aankhon me paani, aur kya detay