Main SMS Messages3698 messages

Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likhne ko kiya baki hai
Ik dil tha su wo tuth giya
Ab lutne ko kiya baki hai

Ik shaks ko hum ne caha tha
Ik reet pe naqsh banaya tha
In reet ke zarun ko hum ne
Phir apne dil Main sajaya tha
Wo reet tu kab ki bikhar gay
Wo naqsh kahan ab baki hai
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likne ko kiya baki hai

Hum jin ko apni nazmoon ka
Unwan banaya karte the
Lafzun ka bana kar taj mehal
Kagaz par sajaya karte the
Wo hum ko akela choor gay
Sab rishtoon se mun murr gay
Ab rishte sare sune hain
Wo piyar kahan ab baki hai
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likne ko kiya baki hai
,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,
Tum kia ho Duniya ki nazar Main
aik aam insan
ya ziada say ziada achay ya buray per
meri nazar Main tum seep may moti hou
tum lehro ki shararat ho
tum thandi dhoup ki hararat hou
tum barisho ki sada hou
tum ghamo Main khushiyo ka ahsas hou
tum dharkano ki awaz hou
tum sada ho mairay piyar ki
tum hi humsafer tum hi manzil ho zindaygi ki
tum khud ko kabhi mat daikhna duniya ki nazar say
kiun kay tum khas ho
sansou ki saaz hou...
LaFzo''N kI jUStUjU Main sAB kUCh gANWa diA
wO cHaL dIyE Main TArZ-E AdA DhUndtA Raha
KisI Ne Rab Se Lia MaANg Aur Main
SaJdE Main gir K Harf-e-dUa DhUndTa Raha
Na RasTa SuJhaYI deta HaI
Na ManzIl DikhayI DeRi HaI
Na LafZ ZuBaAn pE AaTe Hain
Na dhArKan suNayi DeTi haI
Ek AjEeB Si KAifIyaT Ne Aa''n GHeRa HaI MujHe
K har Surat Main TerI Surat DiKhaI DeTi HaI ........
Koi to Aisa Hua Kare Jo Mujhe Dekh Dekh Ker Jiya Kare
Jo Meri Khushi Main ho KhusH Sada
Mere Gham Main mera Dukh Saha Kare
Jo UthAy Kabhi Haath wo, Mere Liye Hi Dua Kare
Main bhi To Ek Kitaab Huun
Mujhee Chupke Chupke Parha Kre
Khuda Se Mujh Ko Wo Maang Le
Ho Dua Poori Khuda Kare
Darya Wafaon Ka kabhi rukta nahi
Pyar Main insaan kabhi jhukta nahi
khamosh hain hum un ki khushi k liye aur
wo samajh bethe hain K Dil Humara dukhta nahi
Uski Yaadon Main Us ki Baaton Main
Kahi''n mera Aks Bhi jhilmilata Ho ga
Laakh Masroof Sahi Apne Kaamo''n Main
Phir bhi HuMain Soch Ker Kabhi to Muskurata hoga
Jab Raat K tanha Lamho''n Main

Koi Aahat mujh Se Kehti hai

Is Dil Main Hulchul Rehti Hai

Koi Jugnoo Paas Se guzre Tou

Koi Baat Halak Se Nikle Tou

Main Khud e Ulajhne Lagta Huun

Phir Jane Kia Kia Kehta Huun

Phir Yaad tumhaari aati hai

Ye Saans Meri Ruk Jaati hai

Ek Shola Mann Main Bharakta Hai

Wo Dard Seher Tak Rehta Hai

Phir Weham Ye Mujh e Kehta Hai

"Koi Mere Dil Main Rehta HaI"
Mere Wajood Se lipti Khushboo tere Naam Ki hai

Mere dil Main basi har ek Dharkan Tere Naam ki hai

Itna Yaqeen Ker le Mere humnasheen

Bin tere Meri Zindagi beNaam si Hai
Ishq Aur Dsoti Meri Zindagi Ka Unwaan Hai
Ishq Meri Rooh Dosti Mera Emaan Hai
Ishq Pe Kerdon Main Saari Zindagi Fida
Magar Dosti pe Mera Ishq bhi qurbaan hai
............BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso''on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon Main aanso''on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi Main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka
woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag Main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
Pyar ka pehla khat likhna mai waqt toh laghta hai

naye pariendo ko udne Main waqt toh lagta hai

jism ki baat nahi thi unke dil tak jana tha

lambi dori tayen karne mein waqt toh laght hai