Hoon SMS Messages1073 messages

Wo Sakhs Raat phir meri Hasti pe Cha Giya.

Itna Qareeb aya ky Dil main Sama Giya.

Wo iek pal jo de giya asoodgi ki kher.,

Jazboon ki tez dhoop main pagal bana giya,

Pehly mery Wajood pe Utra wo boond boond,

Barsa to phir ghata ki tarha mujh pe cha giya,

Wo jab mila to piyas se lab khusk thy mery,

Lota to hasratoon ko wo pani pila giya,

Paband kar giya hay mujhy lamHoon ki qaid main,

Ankhonn pe apni yaad ky pehray bitha giya..........
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main Hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera
Mera Khamosh Reh Kar Bhe Unhain Sab Kuch Suna Daina...
Zuban Say Kuch Na Kehna Daikh Kar Aansu Baha Daina...

Nashiman Ho Na Ho Falak Ka Mashghala Thehra...
Kay Do Tinkay Jahan Par Daikhna Bijli Gira Daina...

Main Mujrim Hoon Mujhay Iqrar Hai Jurm-E-Muhabbat Ka...
Magar Pehlay Khata Par Ghor Kar Lo Phir Saza Daina
Is jaam ki aadat jab tak mila na tha tumse
ab to zarrorat ban gayi hai
Jab se milke bichre hain
hothon pe hansi aankhon mein nasha ,
sabko hai pata
Main sharaabi ban gaya kyon
mujhko na bata
Yeh zakhm tera, ye zurm mera
Na bhool sakoonga kabhi
Nashe mein dooba rahta Hoon, tou
Tumko bhoola rahta Hoon
Tumhare Baghair Tumhare Sang Rehne Lga Hu

Khud Ko Kuch Is Terha Se Saza Dene Lga Hun

Pathar Ki Terha Se Hoon Kabhi YeHumnam B Tha

Zard Patton Ki terha Se Roz Bikharnay Lga Hun

Kash Mujhe B Mere Hissay Ka Pyar Mil Jaye

Issi ass Per Ab Mai Yahan Jeene Lga Hon

Koi Nahi Marta Kisi K Bagiar Kabhi Yeh Kha Tha

Din Rat Yehi Soch Kar Ab Marnay Lga Hun

Tum Ne Kha Tha Koi Juda Nahi Kr Sakta Hamain

Ab Yehi Duaa me B Karne Lga Hoo
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge
Sach kehta Hoon mere bin bohat pachtaoge
Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi
Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge
Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi
Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge
Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda
Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge
Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari
Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge
Karta Hoon intezaar us lamhe ka main
Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
Woh Iss ANDAZ Ki Muj Se MOHABBAT Chahta Hai
Mere Her KHUWAB Per Apni HOKUMAT Chahta Hai
Mere Her LAFZ Mein Jo MUJ Se Barh Ker Bolta Hai
Mere Her LAFZ Ki Muj Se WAZAHAT Chahta Hai
Wo KEHTA Hai Ke Mein Us Ki ZARORAT Ban Chuki Hoon
To Goya Wo Mujy Hasb-e-Zaroorat Chahta Hai
soocha osay bhool jaon......
bahoot soocha
osay sab khuch
bata doon
laiken jab
wo samnay
hoty hey
os ka chehra
dekhta Hoon
ankHoon per
nazar parti
hey...
tu ehsas
hota hey
wo
mere hey
bas
mere hey...
mai ny haq-e-muhabat ada kiya
na kbhi ksi se gila kiye
mjy ajab is ka sila mila
mjy dil se us ny bhula diya
muhabatoon ki kitab ka
her aik warq jala diya
wo jo arzoo ka charag tha
usy nafraton ny buja diya
mjy zakum phir aik naya diya
mjy iss muhabat ny kya diya
wo jo kehty thy khush raho
wo jo thy meri jaan tum her dum hasa kro
mjhy aj unHoon ny rula diya
mera nishaan tak mita diya...;->
Liya tha aik wada tumne mujse....
Hamesha khush hi rehna hai...
To dekho, dekh lo aa kar..
Meri ankhon ko dekho tum,
Yeh kitni shokh lagti hain...
Mere honton ko dekho tum,
Hamesha muskuraty hain...
Koi b ghum agar aye,
Usay hans kar saha main ne...
Mere chehray ko dekho tum,
Hamesha pur sakoon ho ga...
To socho gay.....
Kia tha main ne jo tumse,
Wo wada ker diya poora...!!!
MAGAR
Ik baat hai piyare...
Kabhi jo waqat mil jaye,
To meri shairi parhna...
Tumhain mehsoos to hoga,
Kaheen talkhi bhara jumla...
Kaheen yeh sard sa lehja,
Kaheen par dard ki jheelain...
Kahin lehjay ki karwahat,
Suno....!!!
Main khush to Hoon lakin,
Lahoo har lafz roota hai.....;->
kuch iss qader bhi tu asaan nahin ishq tera
yeh zher dil main uter ker hi raas aata hai

main tuj ko pa k bhi khoya hua sa rehta Hoon
kabhi kabhi tu mujay tu ne theek samja hai

mujay khaber he k kiya he judainyon ka aazab
k main nain shakh se gul ko bechirtay daikha hai

main muskura b para Hoon tu kiyon khafa hain ye loog
k phool tooti tooti hoi kaber pe bhi khilta he

ussay ganwa k main zinda Hoon iss tarha mohsin
k jaisay taiz hawa main charagh jalta hai
Zamanain bher ki nigaHoon main jo khuda sa lagay
wo ajnabi hai mager muj ko aashna sa lagay

najanain kab mairi duniya main muskuray ga
wo aik shakhs k khaboon main bhi khafa sa lagay

ajeeb cheez hai yaro yeh manzaloon ki hawas
k rahzen bhi musafer ko rehnama sa lagay

dilay tabah! tera mashwara hai kiya k mujhay
woh phool rang sitara bhi bewafa sa lagay

hoi hai jis say manawer her aik aankh ki jheel
woh chand aaj bhi mohsin ko kamnama sa lagay