Hawa SMS Messages540 messages

Kya khabar Thi K Chalay Gi Kabhi Aisi B Hawa

khusk Patton ki Tarah Dost Bikhar Jayein Ga
Jab teri yadoon ka dil main diya jalta hai
To doobtay suraj main chehra tera dikhta hai

ik hum hi dhar ba dhar phirtay hain warna
Ashyana to panchioon ko bhi roze milta hai

ik kHawab jo dekha tha teri muhabbat ka
ab ban ke sheesha wo ankh main chubta hai
Meri zindagi mein bus ik kitaab hai

Ik kHawab hai or tum ho

Yeh jo kitaab-o-kHawab k darmiyan manzilein hain

Mein chahti hun tumhare sath basar kerun

Yehi kul asasa-e-zindagi

Isi ko zaad-e-safar kerun

Mere dil k jaada-e-khush khabar pe

Bajuz tumhare

Kabhi kisi ka guzer na ho

Magar is tarah k

Tumhein bhi is ki khabar na ho...!!!
wafa nibhany ki
jo Qeemat
mujy ada karna pari hai
us sy mujy
aisa lagta hai
jasy
mera wajooooooooood
kisi haqeer tinky ki tarah
ider uder
Hawa ma
bikhar raha hai………!
wafa nibhany ki
jo Qeemat
mujy ada karna pari hai
us sy mujy
aisa lagta hai
jasy
mera wajooooooooood
kisi haqeer tinky ki tarah
ider uder
Hawa ma
bikhar raha hai………!
Chalo Is Shaam Koi Or Hi Qissa Sunatey Hain
Chalo Is Shaam Us Ko Hum Sirey Sey Bhool Jatey Hain
Chalo Is Shaam Koi Aney Wala KHawab Buntey Hain
Chalo Is Shaam Hum Kaliyan Nahi Kanton Ko Chuntey Hain
Chalo Is Shaam Jashn-E-Tergi Hans Ker Manain Hum
Chalo Is Shaam Us Ko Phir Sirey Sey Bhool Jyen Hum
Darr-e-qafas sy paray jab saba guzarti hy

Kisay khabar k aseeron py kya guzarti hy

Taeluqaat kbhi es qadar na tootay thay

K teri yad b dil se ghafa guzarti hy

Wo ab milay b to milta hy es tarah jaisy

Bujhay charaghon ko chhoo kar Hawa guzarti hy

Ye ehl-e hijr ki basti hy ehtiyaat se chal

Musebaton ki yahan inteha guzarti hy

Na poochh apni anaa ki baghawtain MOHSIN

Darr-e qubool se bach kr dua guzarti hy...\
Mere Hum Safar Kisi Roz tu
mere paas a mere ru ba ru

kisi roz sun meri guftagu
meri chahato me base huye

mere ansuon se bhare huye
meri shab k lamhe shumaar kar

meri zindagi na azaab kar
woh lafz tere jo nayab hon

wohi lafz mere naam kar
mujhe leke tu kahin door chal

zara haath mera tham kar
mere hum saafr kisi roz tu

mere pas a mere ru ba ru
meri kHawahishon ko umeed de

meri zindagi ko naveed de
Hawa jab sard patton ko juda shakhon se karti hai,
to humain tum se bichar jana bhut yaad aata hai ....
ujhe kHawabon me mujhse aksar log cheen lete hain mohsin.

suna ha khwabon ki tabeer ulti huea krti hay..
Faisala tum ko bhool jane ka,

ik niaya kHawab hei dewane ka.
Ishaq ka pehla bab likhti hon,
Zikar husan shbab likhti hon,
Un ki nazron ke teer sehti hon,
Zakham-e-dil ko gulab likhti hon,
Hosh jate hein un ki amad se,
us nazar ko sharab likhti hon,
Mil ke bichre hein jab se wo mujh se,
Zakham sehti hon kHawab likhti hon,
Jab se paya he hijar ka lamha,
Bekhudi ka hisab likhti hon,
Rat k un udas lamhon mein, husan walon ka bab likhti hon,
Mein bi pagal hoi hon Tabasam
Mohabat ko azaab likthi hon