Hawa SMS Messages540 messages

Kamal-E-Zabt Ka MaaliK
Nazr Shanas Bhi Tha,

Bichar Raha Tha AchanK
To Ba''Hawas Bhi Tha,

Labon Pe Khobsurat Tabasum Sajaye Phirta Tha,

Wo Ek Shakhs Jo Shayed Udas Bhi Tha,

Main Jis Ki Yaad Ki Parchayon Mein Gum Rehta Tha,

Wo Dastaras Mein Na Tha Or Mere Pas Bhi Tha..
Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota hai
Thame koi hath to wo hath tumhara hota hai
chalti hai Hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
Aansoun ki likHawat ko tum parh na sako ge

Geeley kagaz pe tum kuch likh na sako ge

Yaad aayen gi tum ko hamari baten

Kho kar jab tum hamen pa na sako ge...
Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota hai
Thame koi hath to wo hath tumhara hota hai
chalti hai Hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
Aansoun ki likHawat ko tum parh na sako ge

Geeley kagaz pe tum kuch likh na sako ge

Yaad aayen gi tum ko hamari baten

Kho kar jab tum hamen pa na sako ge...
Utar rahy hain jo Dil main khayal tery
hain,


K meri
chashm-e-tamanna main khawb tery
hain,

Kitab meri qalam mera soch b meri,


Mgr jo likhy hain me ny wo baab tery hain,


Tu meri zaat ka 1 mustanad Hawala hy,

usy meri mohbat pr brosa he na tha.

mohsin

pher wo q logo ko mri wafaon k Hawaly dta hy.
neendon ki bagHawat se yeh nuqsan huwa hai,,,

ik shakhs k khowabon ko tarasti rahi aankhen.
kya is se bhi wada kar k chor gaya hai koi.
es ko kya es ko bhi neend nahi ati.
barson se kya usko bhi pholon se shkiwa hai.
koi usk sath bhi khail Hawaon ne khila hai.
duhwan duhwan sa es ka chahra kauon hai akhar?
behgi behgi uski palken kis ne kar dain?
AAO BARISH SE YE POCHAIN......
kaha us ne ke shaakhon se,

judaa phoolon ko karne kii

Hawaaon ki jo saazish hai ,

use achchi nahi lagti

faqat ik pal ko jii chaaha

use itna to keh doon aaj

mohabbat

phool ki in pattiyon se barrh ke

naazuk thi

jise qadmon tale is ne

kabhi ka rond daala hai
khof-e-raqabat say tujhey kHawahish naa bataimdil ki,,,
sagar
mein jissay chaaho''n usay log bohat chahtay hain.
janay kion rung-e-bagHawat nahi chupnay pata
hum to khamosh bhi hain sar bhi jhukaye hoyay hain