Hawa SMS Messages540 messages

Kuch kHawab hain jin ko likhna hai
Tabeer ki surat deni hai
Kuch loog hain ujaare dil waale
Jinhain apni mohabbat deni hai
Kuch phool hain jinko chunana hai
Aur haar ki surat deni hai
Kuch apni neend baqi hai
Jisse bantana hai kuch loogon mai
Unko bhi to rahaat deni hai
Aae umer-e-rawan!
Ahista chal
Abhi khasa karz chukana hai.
Tum nay murjhaye hoye phool kabhi dekhain hain?
dil ki kabroon per paray
hijr ki lash ki aankhon pe dharay
tum nay uktaye hoay kHawab kabhi dekhain hain ?
dard ki palkoon se liptay hoay
ghabraye hoay
tum nay bechain duain kabhi dekhi hian?
muhabat ke kinaroon per bhatakti phirti
tum nay dekha hai mujhe?
kia kabhi dekha hai mujhe..??
~~Shair Of The DaY~~


Wo BachpAnAy ki NeenD To Ab kHawab Ho Gai



KyA Umer Thi ''RAAT'' Hoi Aur ''soo'' Gaye.
dil ki dharkano ko dharka gaya koi
mere kHawabon ko mehka gaya koi

hum to anjane rastey par chal rahe they
achnak pyar ka matlab shika gaya koi
Tumhara naam leta hon
To saanson main mohabbat ki
Kai perten ulat''ti hain
Tumhen aankhon main bharta hon
To aankhon se shua''en noor ki
Bahir nikalne ko tarsti hain
Tumhen sochon ki mutthi main jakarta hon
To saare jism main thandi Hawaen chalne lagti hain
Abhi wazeh nahi mujh per......
Ky main chahat ki kitni manzilen teh ker k
Is manzil pe pohancha hon
Abhi wazeh nahi mujh per........
Ky meri soch aisi hai
Ya teri zaat main koi shabistaan sa ujala hai
Mager ik baat wazeh hai.......
Ky teri zaat ki mojodgi
Mere liye jeene ka iklota sahara hai
Meri sochon ka mehver hai
Mere jeene ka hasil hai
Agar tujh ko meri sochon se minhaa ker diya jaaye
To!!!!!
Baqi kuch nahi bachta
Yehi ik baat wazeh hai.
wo to ambar hai...
usey apne anchal par,
chand sajane ka haq hai
mai to fakat ek khushboo hu
khushbuo ka mukaddar to
azal me bikhar jana hi likha hai
khushboo hath nahi hati
na hi chand aur khushboo ka
wasl mumkin hai
ye to Hawao ki musafir hai
chand to thos hakikat hai
jo ambar par hi sajta hai............
tum nay sun liya hoga

chahaton ke mosam main
zakhm jo bhi lag jaye
umr bher nahi silta
tum nay sun liya hoga
sheher ki Hawaon se
wo jo aik deewana
atay jatay rahi ko
raaston main milta tha
ab kahin nahin m
Hawao ke chalne se patte sarsarate he
khamosh sannate bhi kuch keh jate he
hum pyar karte nahi har kisi se
jis se bhi karte he dil me utar jate he
YahAn ManzAr se Pas-e-ManzAr Tak
HairAni He HairAni hAy.


kAbhi Asal ka BhAid nhi khultA,
Kabi sachA KHawab nhi Aata.
wo kehti hAy... TumhArAy sArAy kHawab Q AdhorAy Hain


Main kehtA hon k meri jaan tum inhAin takmeel dAy Do.
Dekh Lo KHawab Magr kHawab ka Charcha Na Ho,

Log Jal Jain Gay suraj ki Tamana Na Karo

WaQat Ka Kia Hay kisi B pal Badal Sakta Hy,

Ho sake Tum Se To Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo,

Kirchain Totay Howe Aks ki Chuban Jain Gi,

Aur Kuch Roz Abi Aina Dekha Na Kro,

Ajnabi Lagne Lage khud Tumhain Apnay Wajood,

Apne Din Raat ko itna Akela Na Kro,

Khwab Bachon k Khilono Ki Tarah Hotay Hain,

Khwab Dekha Na Kro

khwab Dikaya Na Kro
Sulaah ke zamany mein..

Mujh ko aysa lagta hai..

Wo agar bechar jaye..

Tu sirf itna dukh ho ga..

Jitna aankh khulney par..

KHawab toot janey ka..

Par ajab tamasha hai..

Wo agar kabhi mujh say..

Yoon hi ruth jati hai..

To kainaat ki har shey..

Toot phoot jati hai..!