Begum ney Chand raat ku ham sey kaha key lao
jesa hey ye dupatta os hi sath ka print
bazaar kiya gae key printon main khu gae
chehrey pe le ke aagae aik Hath ka print :-D
Chand per ap ka naam likney ko jee chahta hay
Laykin pehli baat tu yeh hay k mera Hath nahi jata hay
Aur dosri baat yeh k yeh khayal mughey sirf doophar main he aata hay
aik din aik larke na apne mummy ko dekha aur kehne laga dekho mummu aik Hath chor kar cycle chala raha hooon
thodi daar ke bad wo dubara wahan se guzra aur kehna laga dekho mummy main do Hath choor kar cycle chala raha hoon
thode daar ke baad wo dobara wahan se guzra aur kehne laga dekho mummy main do dantoon ke baghar cycle chala raha hoon
Ek din Tarzan janwaro ko
unki Zaat bata raha tha,
Sher-RAJPUT
Cheeta-JUTT
Hathi-BUTT
Ghora-MALIK
Gadha-PATHAN
Gadha chilla k bola"
Bhai me ghada he thek hon:-)
Yad aata hai mujhko tera bachpan ka zamana
Patli patli tangon par latka hua pakhana .
Wo behti naak ko Hath say poonch kr gaal per lagana
Gali mein beth kr sare Muhalle ko Show dikhana,
Qamar say makhiyan uratay howay aawaz lagana,,,,,
Man 2 Pathan: Khanji kal maine apko phone kia par apne uthaya nai.
PHathan: Kyun uthata. Yeh jo maine 30 Rupaiyye deke Gana lagwaya hai, woh tera Baap sunega?