Hath SMS Messages437 messages

Itnay qareeb aao k ji bhar k daikh lon.
Shayad k phr milain to zoq-e-nazar na ho.
Mumkin ha aisa bhe waqat aye tarteeb-e-waqat me.
Dastak ko teray Hath uthay
Or mera dar na ho.
Suno! ab bnd mutthi men andheron ki hakomt hy...

mujhy jugno Hatheli me chhupa leny ki adat thi...!!
Meray Hatho ko oskay Hatho ki esi adat thi, Wasi


Meray Hath kisi or k choonay ko rzaa-mnd na thay.
Farz kar lo kh hum mile hi na thy.
Tum ne hum se wade kye hi na thy.
Ye muhbat tu ek dhoka thi.
Tum ne chahat se Hath thamy hi na thy.
Tu tu ek wafa ka pekar hai ae sanam.
Teri zaat main ghum hi na thy.
Manzil or rasta muhabt ka ek tha.
Kash k raste main hum male hi na thy.
Dil tu ek bacha tha ae janann.
Ek dosre ko chahte hi na thy.
Jate lamhy dono k ansu thy ankhon main.
Aghaz muhabt main hans kar male hi na thy.
Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota hai
Thame koi Hath to wo Hath tumhara hota hai
chalti hai hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
Mere Hathon ki lakroon ka shakan ko bi afsos hai.

ek shakhs teri qismat tha per wo tera kase na hua?
Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota hai
Thame koi Hath to wo Hath tumhara hota hai
chalti hai hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
Mere Hathon ki lakroon ka shakan ko bi afsos hai.

ek shakhs teri qismat tha per wo tera kase na hua?
Bichrna chahta hai or juda hone se darta hai

Wo meri Qaid main reh kar raha hone se darta hai

Gali k morr tak wo dekhta rehta hai chhup chhup kar

Palat kar dekh loon to samny hony se darta hai

Wo khud likhta hai tenhai mean mera naam Hathoon par

Magar jab ru_ba_ru aye to mera hony se drta hai.
Us k Siva koi mere jazbaat me nahi,

Aankhon me wo nami hai jo barsat me nahi,

Pane ki Usse koshish bohat ki magr

Shayad Wo ik lakeer mere Hath me nahi.¿?
Main nay us k Hath ki lakeron main
Aik siyah til dekha
Aur usay bataya, ye Daulat ka til hay
Tumahray Hathon main kitni Daulat hay
Us nay apnay dono Hathon say
Mera chehra thaam kar kaha
Han ! Dekho meray dono Hathon main
Kitni Daulat hay. . . . . . /
Kal jis k Hath main dikha tha ek phool. Aj wohi Hath main khanjar lye huwye hain.