Hath SMS Messages437 messages

Chalo sath TChalo sath TumHare umHare chaLte hEin
Koi Suraj Jage Meri Dharti Pe
Kuch Aisa Ho YE Rat Dhalay.
Koi Hath Main Thame Hath Mera.
Koi le Ker Muj Ko Sath Chale.
Koi Bethay Mere Pahlu Main.
Mere Shanay Per Hath Dhare.
Ansu Poonch Ker Ankhon Se.
Ruke Ruke Lehjay Main Kahe.
Youn Tanha Safer kAbi Kata Nahi.
Chalo Sath Tumhare Chalte Hain
Kabhi aanso, kabi khushbo,kabhi naghma bun kar
hum se har sham mili hai tera chehra bun kar

meri jaagi howi raato ko usi ki hai talash
so raha hai meri ankho mein jo sapna bun kar

raat b aye to bhujti nai chehray ki chamak
rooh mein phail gaya hai wo ujala bun kar

Dhoop mein kho gaya wo Hath chura kar
ghar se jo saath chala tha mera saya bun kar.../
Takra hi gai meri nazar un ki nazar se
Dhona hi para Hath mujhe qalb-o-jigar se

Izhar-e-mohabbat na kiya bas isi dar se
Aisa na ho gir ja un kahin un ki nazar se

Ai zauq-e-talab josh-e-junun ye to bata de
Jana hai kahan aur ham aye hain kidhar se

''Fayyaz'' ab aya hai junun josh pe apna
hansta hai zamana main guzarta hun jidhar se,,
har darkhan k saath dil tere nam leta hai,
tere khayal meri toti sanson ko tham leta hai,
jb b tanhaiyan satati hain,
tere tassawor mere Hath tham lete hai
Apne asool yun b kbhi torne pare,
uski khata thi Hath mjhe jorne pare...

Aya na jb qarar dil-e-beqara ko,
tu yadoon k rukh mjhe tmhari taraf morne pare...

Unko tu meri yad b na i bhool kr,
apne parae jn k liay chorne pare...

Wo shakhs bara ba-asool tha,
apne asool jis k liay mjhe torne pare.......
Raat bhar aankhon main raha jashan ka sama
tum samne mere they kisi khuaab ki tarah,

Charon taraf phoolon main ek raqs tha bapa
saba bhi ker rahe they gulon sey utkhelean,

Thein titlian fiza main sabhi tairte hue
phoolon ka rang churate thein magar ghare ghare,

Rangon amin ek rang bara shaandaar tha
us amin bhi apne khuaab ke jaisa khumaar tha,

Qadmon main mere phool they aur sar per saibaan
Hathon main tera haath tha khush tha yeh kul jahan,

Tha qos-o-qaza rehguzar apney pyar ke
jannat ka ek baagh tha sapno ki raat thi,

foren hi aankh khul gayi khushboo ke lehar thi
phir neend main kho jaaon mein koshish yehi rahi..!
Mujh Ko Pagal Bana Gaye Aansoo
Jaane Kiaa Kia Suna Gaye Aansoo

Koi Roya Tha Hichkion Se Bohut
Aur Kisi Ko Hansaa Gaye Aansoo

Bat Kehne Ki Jab Bhi Koshish Ki
Lab Khule The K Aa Gaye Aansoo

Thapkiaan Jaise De Raha Ho Koi
Behte Behte Sulaa Gaye Aansoo

Nanhe Hathon Ne Thamnaa Seekhaa
Maan Ki Aaankhon Main Aaa Gaye Aansoo
Logon Ne Kaha..!
Is Derrr Se Kabhi
Koi Na Umeed Nahin Lauta
Koi Khali Haath Nahin Gaya
Main Bhi Logon Ke Sath Chala
Chehre Pe Gird-E-Malal Liye
Ek Pur Umeed Khayal Liye
Ek Khali Dast-E-Sawal Liye
Jab Kafila Us Der Per Puhancha
Main Us Ghar Ko Pehchan Gaya
Phir Khaali Hath Hi Laut Aya
Us Derrr Se Mujhe Kia Milna Tha….?
Woh Ghar Tu Mera Apna Tha……..!!!
Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
Youn Baghoon Main Wo Chah Jati
Phir Choti Phirti Pholoon Ko
Youn Rang Wo Apna Bikhrati

Es Haray Bharay Gulshan Ko Wo
Youn Apnain Rang Say Chamkati
Nadani Thee Us Ki Apni
Oroon Kay Hath Na Aati

Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
Yeh Rat Bi Tery Nam hoi !
Jab din doba,Jab sham dhali
Najany yeh kab teri yad ai
Aor dil ki ungli tham chali
Jab din tha khud se kehty thy
Tab kam buhat se rehty thy
Yeh rat talal nimtayn gay
Jab thakyn gay hum so jayn gay
Hum aaj nahi ro payn gay
Teri yad hamyn ayy gi
Koi bat nahi dohraay gi
Hum aaj ki shab nahi jagyn gay
Nahin soch ke peechy bhagyn gay
Hai buhat jo thun sanbhali
Jo mehnat kar ke Pali hai
Yahi thun hamyn bachay gi
Lay neend ki wadi jay gi
Na bechani lahak ho gi,Yeh betabi hi satay gi
Har rat yeh rona kia rona
Ashkon se ghamon ko kia dhona
Kyon dard ke Hathon Jaan khona
Ilam nahi kab sham hoi,Kyon har koshish nakaam hoi
Yeh Rat Bi Tery Nam hoi..............
tum se bichray huye ajj barson beety,
tum se kehna hai yahi ajj hamien,
mangana bhool na jana hamien
chand ko dekh ker jo Hath uthien,miss u!
Kar baitha hai dil yaa muhabbat tumse,utni jitni kabhee kisi say nahi ki Jo mujhe tumhara dil kal ko todna pada to, mujhe bewafa na samjhna Baandh ke rakha hai mujhe aaj is duniya aur unke sanskaaron ne tumhare saath baandha daaman khol dun, tu mujhe bewafaa na samjhna In nazron main muhabbat tumhara liya hai, ur hamasha tumhare liya hi rahegi Par ager kal ko tum say nazrein na mila paun, tu mujhe bewafaa na samjhna Dil hi dil main karti ayi hon aik arse say main ibadat sirf tumhari Kal ko kise aur ka Hath thamna pade, tu mujhe bewafaa n