Hath SMS Messages437 messages

Dosti ki hai nibhayenge hum pahle,
musibat koi aaye to Hath badhayenge hum pahle,
jine ko to ji lenge hum zindgi,
agar maut aayi to jayenge hum pahle.
JAB HO ZARURT TO KOI SAHARA NAHI AATA.
BAGER RAAT K AASMA MAI SITARA NAHI AATA.
ABHI WAQT HAI THAMLO HAMARI DOSTI KA Hath.
AISA DOST ZINDAGI MAI DUBARA NAHI AATA.
Pugrey wery mohabbata de ta rakheye wara lakey,

Mere jay nadan de laa bey jamday jara katakey,

Bar na devana jila kumbida zamana dila Hatha wich ley k areyan,

Teri tey gila hai sanu pagla delavey kanu laalaeyan tu yariyan,
Pani Wich Be Ke Hawa Labda Rea
Ik Be Wafa Wichun Wafa Labda Rea
Hathin Talash Kita Si Jera Pathar Da Bhoot
Us Wichun Khuda Labda Rea
Te Tar Tar Kita Jine Aapni Ruh Da Lybas
Os Nange Baadan Wichu Haya Labda Rea
mehki hui jannat k hawa khoob hai leken
Abbas(a s) k rozay k fiza sab seh alag hai
laao tou ata karnay main Abbas ka sani
bin Hathoon seh denay k ada sab seh alag hai.......

Jo log satate thay Aal''e Nabi(AS) Ko

Dunya mein wohi musibat mein pare hain

JIn logon nay bandha tha tere Hathon ko Zainab

Masjid mein wohi log bandhe Hath khare hain
Be Khouf Hoo Rahe Hai Azadari-e-HUSSAIN
Dil Koo Sukoon Hai K ALAMDAR Sath Hai
Sadiyon Se Ek Pal Koo Yeh Panja Na Jhuk Saka
ABBAS Tere Hath Pe ZEHRA Ka Hath Hai
Hai azme Khalili sinoan me, sholoan me phool khila denge
Hathoan me nihan hai zoore Ali, Khaiber ka saman dikhla denge
Abbas-e-dilawar ke waris, har ek ki pyas bhuja denge
Ye nasl wa mulk wa rango watan, ki sab diware gira denge

Is waqat fiza-e-alam me, bas ek Alam lehraega
sab thaat pada rehjayega, jab aane wala aayega
Jaltay Kyon Ho Ali a.s Kay Kamalaat Dekh Ker
iZZat Khuda Bhi Detaa Hay Auqaat Dekh Ker
Milti Jo Aesay WeSoon Ko Hilti Na ZulfiQaaar
TalWar Haq Nay Di Hay Magar Hath Dekh Ker
Maqtal Mai Dono Hath Kataney Ke Bawjood...... Abbas Tere Hath Mai Bazi Hai Aaj Tak..... Tune Badal Ke Rakh Diyea Mana Hayat Ke...... Tu To Shaheed Hoke Bhi Ghazi Hai Aj Tak
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki
Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki
Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai
To Yaad DilaDunga Jung Haider-e-Karrar Ki
Asli Bewkuf Ki 4 Nishanian1.
Seedhe Hath Mein Mob Pakry
2. Angothay Se Button Dabaye
3. Message Parh K Hansay
4. Soche K aur Kis Ko Send Krun?