Mushqilo mein bhaag jaana asaan hota hai har pehlu zindgi ka imtihaan hota hai darne wale ko kuch nahi milta zindgi mein aur ladne walo ke kadmo mein jahaan hota hai.
Ye Nadiya''n Jo Kahin
Fur Ja Kr Teherti Hyn
Najane Kon Se Darya k
Saath Jurti Hyn
Larazti Palko''n Ka Bosa
Lia Tha Akheer Shab
Ab Tk Sar-e-Lab Titlya''n c Urti Hyn ...