Dost SMS Messages1114 messages

Zindagi roz naye rang mein dhal jati hai,
kabhi dusman toh kabhi Dost nazar ati hai.
Kabhi baras jaye ghata bemausam,
kabhi ek boond ko rooh taras jati hai
Zindagi roz naye rang mein dhal jati hai,
kabhi dusman toh kabhi Dost nazar ati hai.
Kabhi baras jaye ghata bemausam,
kabhi ek boond ko rooh taras jati hai
Pehli Si Wo Ulfat Na Rahi ,

Ab Doston Mai Rasm-e-Mohabat Na Rahi ,

Muddat Se Meri yaad Se Ghafil Hai Dost mera ,

Shayad ab Usko Meri Zarorat Na Rahi
Aey Dost meri chahaton par
aitraz na karna,

Rahe sath hamara bus ye
dua karna,

Main don sath tumhara zindagi k har mor par,

Ager zindahi kam par jay to maaf karn
Kuch Is Liye Bhi Tum Se MOHABBAT Ha Mujh Ko Dost.!

Mera Koi Nahi Ha,
Tumhara Tou Koi Ho. . . . .
Farq sirf itna sa hay.

us ki doli uthi meri mayyat uthi.

phool us par bhi thay.
phool mujh par bhi thay.

mehfil wahan bhi thi.
log yahan bhi thay.

un ka hasna wahan.
in ka rona yahan.

saheliyaan us ki bhi thien.
Dost mairey bhi thay.

2 bol us k parhay.
4 qul meirey parhay.

qazi udhar bhi tha.
molvi idher bhi tha.

wo saj k gae.
mujh ko sajaya gaeya.

wo uth kar gae.
mujh ko uhtaya gaeya.

Farq sirf itna sa tha.

us ko apnaya gaeya.
mujh ko dafnaya gaeya.
Aaj ke daur mein aey Dost ye manzar kyuN hai
zaKhm har sar pe har ik haath mein patthar kyuN hai

jab haqeeqat hai ke har zarrey mein tu rehta hai
phir zameeN par kahin masjid kahin maNdir kyuN hai

apna aNjaam to maalum hai sab ko phir bhi
apani nazaron mein har insaan sikaNdar kyuN hai

zindagi jeeney ke qaabil hii nahii ab "Rahi"
warnaa har aaNkh mein ashkon kaa samaNdar kyuN hai
Tanhayi to aur ek tanhayio ko Dost banatey hai,
Dost jo Dosti ki kasam nibhatey hai,
Eh Dost tu mujhe chor na jana
Hum to apna sarey gham tujpey utaar detey hai
Dena hai tohfa to Jfayen naa do mujhe
gin gin ke apne sar kii blayen naa do mujhe,


brasey gii ye to bhraye gii dil ki pyaas
ashqon ki gram gram ghatayen naa do mujhe,

ae mere Dost mein to mussafir hun subha kaa
bekaif[bikhri] sham-e-gum kii fizayen naa do mujhe

nabz-e-hayat dub chuki ae mere huzoor
jeena hai ab mohal, duwayen na do mujhe,

jeenay se jee to bhar hi chukaa hai
iss jahan mein ab zindagi ki aur duwayen naa do mujhe,

ujrey huye chaman kaa hun phool mein gazal
isko kucchal ke aur szayen naa do muhe...
Agar hum door ho jayen,
Kahin dunya me kho jayen,
Batao kya karo gy tum?
Hamain dhoondo gy,
Ya phir bhool jao gy?
Hamain awaz do gy,
Ya...
Kisi guzri kahani me,
Hamara naam likh do gy,
Chalo esa hi karna tum,
Badal jana,
Hamain tum bhool hi jana,
Mgar itni guzarish hai,
Hamara zikr jab aye,
Zara sa yad kar lena,
Num aankho se,
Do aansoo hamaray naam k,
Mehfil me rakh dena...
Agar puchay tumhain koi hamara,
To kehna...
IK Dost tha maara gya sawan ki jal thal me..
Har lafz ko kagaz pe utara nahi jaata,
Har naam ko sare aam pukara nahi jaata,
Hoti he Dosti me kuchh raaz ki baaten,
Yuhin to iss khel me dil haara nahi jaata!
dil dharakne ka sabab yaad aya
wo teri yaad thi ab yaad aya

haal e dil hum bhi sunatey lekin
jab wo rukhsat hua tab yaad aya

bari mushkil se guzara tha ye din aey Dost!
phir tera waada e shab yaad aya

beth kar saaya e gul main NASIR!
hum bohot rooye wo jab yaad aya