Dost SMS Messages1114 messages

Zingi me hamesha naye Dost milenge.
kahi zeha kahi kum milenge.
Aitbar zara soch kar karna .
mumkin nai her jaga hum milenge.
Kabhi jo maazi main jhankoge
tumhain hum yaad aayenge,

kisi lamhe kuch jo sochoge
tumhain hum yaad aayenge ,

kabhi yun hi akele main
beet-e-dino ko soch ker

koi geet jo gungunaoge
tumhain hum yaad aayenge,

sab Doston ki mehfil main
kisi shokh si baat per

zer-e-lab jo muskuraoge
tumhain hum yaad aayenge,
,
zindagi ke kisi morr per
apne dil ki baat ko

kisi se keh na paoge
tumhain hum yaad aayenge. ...!!!
aankhein masroof ho jati hain, bhula dete hain log
kahaniyan mashoor ho jati hain,bhula dete hain log......

ye kya manjar he yaaro
koi marta he to jala dete he log

humse nahi he kuch gila to bato
kyun ruswa kar jate he log

ye sab to kismato ka khel he
varna kahan juda hona chahate he log

hum tum rahe sada Dost
ye bhi to dekh nahi pate he log
KAHAN A Dost CHALTE JA RAHE HO
BAHOOT AAGE NIKELTE JA RAHE HO

CHALE JAOW MAGAR YEH TO BATAOW
YEH RESTE KION BADALTE JA RAHE HO.
PIYAR KA MAZHAB

"Aik hi dherti per kerte hain , dono rain basera bhi
Neel gagen kay saiy tale gher tera bhi gher mera bhi

Rang-o-nasl ka jghra kaisa, kumba ik, qabila ik
Tere khun ka lal hay rang, vaisa hi rang mera bhi

Tera mera mazhab kaisa, piyar hi sab ka mazhab hay
Ik khuda hay tera bhi,or tera khuda hay mera bhi

kon kisi ka Dost hoa, jab haat main sabke khunjer ho
Bund patari main rekhta hay apna saanp sapera bhi

Diar hoi jab burq, giri thi, abtek vehshet tari hay
Thek ker soorej, dobe ga, to chaiy ga andhera bhi
Ankhon se dur ho par dil se nahi,
Dil me zarur ho par milte nahi,

bus yehi gila hai tumse Dost,
tum milte zarur ho par dil se nahi..
Sabne Kaha Dosti ek dard hai,
Humne kaha dard kabul hai,

sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge,
humne kaha teri Dosti ke sath marna kabul hai...
Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say“
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say
Aaj Woh Ajnabi Say Lagty Hain
Jante Houn Jisay Zamany Say
Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say
Jab Say Apno Say Chaut Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Zindagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
“Dil Ki Batyen Hain Bas Fasanay Say “
waqt mile to hame yaad karna, pal pal na sahi din mein ek bar yaad kar lena, Dost honge aap ke 1000 par ham bhi ek hai itna yaad kar lena...
Mera Dil Agey Hi Toota Tha,Chalo Aik Darar Aur Sahi,Zakhmi Tha Jigar Pehley Se Hi,Kuch Khoon Ki Bondain Aur Sahi,Ankh To Thi Pehley Se Namm,Ashqoun Ki Barsaat Aur Sahi,Bohat Baar Girr Kar Sambhla Hoon,Chalo Aaj Aik Thokkar Aur Sahi,Khilona Samjh Kar Sabhne Khaila Hey,To Kia Howa, Aik Khail Aur Sahi,Aey Merey Bewafa Dost,Tera Aik Waar Aur Sahi,Loh Aaj Ghum Ke Waseeh Afsaney Main,Meri Aik Tehreer Aur Sahi.
Eay Subah main ab kaha raha hon?Khawabon main hi surf ho chuka hon.Kya hai jo badal gai hai dunia.Mina bhi to bohat badal gya hon.Main jurm ka eatraaf ker k kuch aour hai jo chupa gya hon.main aur faqt ussi ki khawahish ekhlaaq main jhoot bolta hon.Roya hon to apney Doston main. Par tujsay to huns ker hi mila hon...Eay shakhs...!Main teri justajoo say bezaar nahin hon. Thak gya hooooon.
Dillagi Doston Ke Naam Hoti Hai,
Dildari Dosti Ki Shaan Hoti Hai,
Kahin Bhi Raho Par Rahoge Dil Me
Mere Yehi Sachi Dosti Ki Pehchan Hoti Hai..