Dost SMS Messages1114 messages

Admi: Sardar G! Aap Yahan Baithey hai Aap k Dost ki Death ho gai hai.
Aap gaye Kyon Nahi?

.
.
.

Sardar: Usney Mujhe Bulaya He Nahi.

haha haha haha :-)
Sardar: Cricket Khail Kar Aaya.

Dost: Kitny Runs Banaye?

Sardar: Double Century Honay Main 199 Runs Baqi Thy,

K Main Out ho Gaya. :-(
1 Sardar ki shadi pe sb Sardar he aaye howay thay.
Khana start hua to 1 Sardar ne plate pe tissue paper dekh kr socha shayd ye b khany wali cheez hai.
Jesay he wo khanay laga, us k Dost oonchi oonchi bolnay lag gaye.
Oye na khaween
.
.
.
.
.
.
Phikka ee... ;->
Sardr apni shadi ki 1st night room main enter hoa tu light chli gai

Sardr g sari rat darwzy pe kharay rhy
Suba Dost nay poocha: sunao sardar g raat ksi guzri?

Sardr: ki dasan sari rat bijli udek da rea wan
K bijli aey te light bujha k kundi lavan... ;->
Mill jaye koi Naya to Hamein na Bhula dena
Koi Rulaye Tumhein to Hamein Yaad kar lena
Dost Rahange umar bhar Tumhare
Tumhari Khushi na sahi Gham hi Baant lena
Dosti main dooriyan to aati rehti hain

Phir bhi Dosti dilo ko mila deti hai

Wo Dosti hi kiya jo naraz na ho

Per sachi Dosti Dosto ko mana leti hai
Hazaro ladkiya aati hai
hazaro jati hai
hazaro hasti hai
hazaro rulati hai
lekin mere Dost sath vohi nibhati hai
jo Doli me aati hai


aur gale pad jati hai
2 d A y Z t H 0 u G h T


Jo Dushman Banane Se Khaufzada Hai

Usey Kabhi Sache Dost Nahi Milenge.
// 2 d A y Z t H o U g H t//

Agr Apas Me Rabta Na ho to Dost b Dushman ban jaty hen" . . . . .

Or Agr Apas Me Rabta ho to Dushman b Dost ho Sakty hen" . .
Dushman Se Hamesha Bacho,

Or Dost Se Us Waqt

Jab Wo Tumhari Tareef Karne Lage...
~ Golden Words ~

1- Allah Ki Zaat Pe
Bharosa Krne Wala
Kbhi Nakam Nhi Hota

2- Kisi Ka Raaz Talash
Na Kro Aur Maloom Ho
Tou Faash Mat Kro

3- Koi Bhi Musibat Parne
Per Maut Ki Tamanna Na Kro

4- Kisi Ko Apna Acha Dost
Banana Allah Ka Tohfa Hy

5- Kisi Ko Khush Kerna
Naiki Hy ...
Besan ki roti,
Lemo ka achaar,
Doston ki khushi,
Apnon ka pyar,
Sawan ki rain,
Kisi ka intezar,
Mubark ho aapko,
Barish ki bahar,
/ / / /
/ / /
/ /
Happy Rainy Day