1 Sardar ki shad

1 Sardar ki shad
1 Sardar ki shadi pe sb Sardar he aaye howay thay.
Khana start hua to 1 Sardar ne plate pe tissue paper dekh kr socha shayd ye b khany wali cheez hai.
Jesay he wo khanay laga, us k dost oonchi oonchi bolnay lag gaye.
Oye na khaween
.
.
.
.
.
.
Phikka ee... ;->
  

Jun, 09 2010     274 chars (2 sms)     2473 views       Sardar

more Sardar SMS Messages

Santa: What Is The Weather Like ?


Banta: I Do Not Know It Is So Foggy That I Cannot See.
Ek chor Police sy chupty huey ek Toti hui Qabr me chup gya
or Police sy bach gya

Wahi Qareb sy sardar Sahib guzry to unho ny soch k shayad Log Mayyat per Matti dalna bhol gaye

sardar Sahib ny fata fat Matti dalna shuro kia to chor bola
Bachao Bachao

sardar
Ooh Jaldi Jaldi Matti dalo is par to Khuda ka Aazab shuro ho gya
sardar Bought A New Mobile.

Doston Ne Kaha Naya Mobile Lya Hay Mithai To Khilao..

Sardar Bazar Gya
Aur

Mobile Baich K Mithai Le Aya
Srdar Apni Grlfrnd K Sath Date
K Liye Oil Mein Naha K Jata Hai
Gf: Ap Oil Mein Kiun Nahay?
Srdar: Meine Suna Tha K
Har Chiz Meezan Mein Achi Lagti Hai;->
Circus ka maalik Sardar ko dante hwe
Be parwai ki b hadd h0ti hai
tune SHAIR ko khula ch0r dia

Sardar: Is se kia farq parta hai
SHAIR ko kon chori kare ga.;-)
Dr Sahab Plastic Surgery karvane me kitna kharcha ayega

Dr:5 lakh

Sardar: Agar ''Plastic'' hum de to?
India me ek Ajeeb-o-Gareeb SMS hai,


Bolta B hai
Chalta B hai
Khata B hai
Monchen hen us ki

Pagri pehnta hai

Naam hai uska...

S=Sardar
M=ManMohan
S=Singh;-)
Ik sardar:
Oye Badmashaa meri paien da dubata wapis karde.
Badmash=Chal Oye Chal Tu ki karen ga.
Sardar= piko karani se.
:P
Sardar : Mobile Me Kuch Mp3 Load Krwane Hen...

Dukandar : Memory Card Ha??

Sardar : Nahi! Kya Shnaakhti Card Chalega??
Santa: Should I Buy Tickets For My Children.?

Conductor: Yes! Only If They Are Above 8.

Santa: Thank God I Have Only 6 Children..!!
Sir: Apka Beta Cigarette Pita Hai.
Aap Kabhi Use Puchhte Nahi ?

Sardar: Haan,

Puchhta Hu, Par Mujhe Kabhi Deta Hi Nahi..
Sardar and his wife applied in court for Divorce
Judge: How will you divide, you have 3 kids.
.
Sardar:ok, we should next year !