Dost SMS Messages1114 messages

Aaj ke daur mein aye Dost yeh manzar kyun hai
Zakhm har ser pe har haath mein patthar kyun hai


Jab haqeeqat hai ke har zarrey mein Tu rehta hai
Phir zameen par kahin masjid kahin mandir kyun hai


Apna anjaam to maalum hai sab ko phir bhi
Apni nazaron mein har insaan sikandar kyun hai


Zindagi jeeney ke qaabil hi nahin abb zakhmi
Werna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai
Sapne toot jate hai, apne rooth jate hai,Zindgi me kaise kaise mod aate hai, magar jab bhi saath ho aap jaise Dosto ka, tow raaho ke kaante bhi phool ban jate hai
Mari mohabat hay woh, koi majboori to nahi.
woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi.
yah kuch kam hay kay bassa hay mari sansoon main.
woh samnay ho mari ankhoon kay zarori to nahi.
jaan qurban mari, us ki her muskurahat pay.
chaaht ka takaza hay yahi, Aqal-e-Khurori to nahi.
ab to nikal kay ankhoon say yadoon main ja basa woh.
yahi hay qurbat-e-chaahat, koi dori to nahi.
us kay gar ki tarf utthy hi ruk jaty hain kadam.
badnami say us ki darta hoon, koi mazori to nahi.
keyoon log madhoosh hotay hain mari mahaq say.
dil ki jalan aur ansoaoon ka ater hay, mahaq-e-kafori to nai.
dair karta hoon her kam main katay hain Dost mary..
kam aqali hay mari koi shaoori to nahi.
keyoon sulgata hay apnay app ko ay Saadash
dil bhi tara jan bhi tari, koi tandori to nahi
Kabhi jo maazi main jhankoge
tumhain hum yaad aayenge,

kisi lamhe kuch jo sochoge
tumhain hum yaad aayenge ,

kabhi yun hi akele main
beet-e-dino ko soch ker

koi geet jo gungunaoge
tumhain hum yaad aayenge,

sab Doston ki mehfil main
kisi shokh si baat per

zer-e-lab jo muskuraoge
tumhain hum yaad aayenge,
,
zindagi ke kisi morr per
apne dil ki baat ko

kisi se keh na paoge
tumhain hum yaad aayenge. ...!!!
Dil ki Batain bata deti hain Aankhein
Dhadkanon ko Jaga deti hain, Aankhein

Dil pe chalta nahi Jadoo Chehron ka kabhi
Dil ko tu Deewana bana deti hain Aankhein

Woh hum se baat nahi karti tu na kare
Haal sara un ke dil ka Suna deti hain Aankhein

Gham sada rehta nahi Aadmi ke saath
Ashk bana kar Chalka deti hain Aankhein

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu aye Dosto
Sunder Sapne Zehan main Basa deti hain Aankhein

Mana ke Neend aati hai Aankhon hi ke raste
Magar kabhi kabar Neend uda deti hain Aankhein
Muskaan Tere Hotho pe Khushi mere Dil me Hoti hai,
Agar dard Tere Dil ko ho to Ankhen Meri Roti Hai.
Tu Mehsoos toh krke Dekh Dost,
"DostI" aisi hoti hai
“Fiza mein mehekthi shaam ho tum,
Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,
Tumhe dil mein chupayee phirte hain
Aai Dost meri zindagi ka dusra naam ho tum
Agar hum 1 ansu hote to apki ankho se hokr apke hotho pe
marna pasandkarte, aur agr aap meri ankho k ansu hoe to vada he mere "Dost"
hum jindagi bhar nahi rote
hazaaro ki duniya mein,
na koi gahreeb hota hai,
na koi amer hota hai,
jise sacha Dost mil jaye,
to vohi khushnaseeb hota hai..
ae khuda agar teri kalam mein dum hai to ye farmaan likh de,
har gum door ho mere Dost ka,
har khushi uske naam likh de,
us khushi ko dene ke liye agar kisi ki maut chahiye,
to us maut par mera naam likh de....
saanwli si magar khoobsurat hai wo,

meri zindagi or mohabbat hai wo,

jise barso tarasha khawabo may maine,

khawabo se behtar haqiqat hai wo,

dekhon tou bas dekhte reh jaon,

chho lon tou ek kyamat hai wo,

ye gazal nahi meri dastan hai Doston,

meri kamzori hai wo meri taqat hai wo.......
Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoo mai ....
tujhe bina mile tera hall bata sakta hoo mai....
hai meri Dosti mai itna dum....
apne ankh ke ansoo tere ankh se gira sakta hoo mai ,,....