Chaa SMS Messages325 messages

birds are chillaying
murgha is kukrukuing
Chaand is doobing
sun is nikling
flowers are khushboo maring
peacock is naching

all are kahing
to u Good Morning

&

u r still soying???
Raat Pe Sawera Chaa
Gaya

Suraj Roshni K Saath
Aa Gaya

Ye Mahol Subha Ka
Sab Hi Ko Bha Gaya

Aur Aap Ne Aankh Kholi

Tou

Msg Humara Aa Gaya


Good Morning .. :)
Raat Ho chuki hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Keypad dabane se subha nai hogi.
chup Chaap sojao GOODNIGHT
Chamakte Chaand Ko Neend Aane Lagi

Aap Ki Khushi Se Dunya Jagmagane Lagi

Dekh Ker Aap Ko Har Kali Gungunane Lagi

Ab Tou Mujhe Bhi Phenkte Phenkte Neend Aane Lagi


GuD NiGhT . . . ;->
PHOOLON Ki Wadi Me
ChaaND Ki Chandni Me
RAAT k Saye Me
AAP Is Trha SOYE''N
k
Aapki AANKHON Me
Jo b KHWAB Aaye
Apki AANKH Khulny
Sy Pehly
Wo TABEER Hojae
Gud Nite
apny ghar ki tareekiyon ko kis tarha mitaon,
.
.
.
bohat maghroor hai wo Chaand marzi se niklta hai.
tere khoobsoorat aankhon mein aansoo achche nahin lagte
Chaahe jitnaa bhi roye but kabhi sachche nahin lagte
Teray galay main jo banhon ko daal rakhtay hain
Tujhey manaanay kaa kaisaa kamaal rakhtay hain

Tujhey khabar hay tujhey soochnay ki khatir hum
Bohat say kaam mukaddar pay taal rakhtay hain

Koee bhee faislaa hum sooch kar naheen kartay
Tumhaaray naam kaa sikka uChaal rakhtay hain
Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti hai
Mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badalti hai

Tumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hain
Yehi barson ki aadat hai aur aadat kab badalti hai

Tumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
Jo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti hai

Kali ka phool banna aur bhikhar jaana
Yehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti hai

Jo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aaye
Alaamat hai yeh Chaahat ki to Chaahat kab badalti hai

Use Chaaha use pooja yehi tauqeer hai apni
Hamein gumrah mat samjho ibaadat kab badalti hai

Purane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha hai
Na Chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai
Chaand utara tha hamare aangan,
par taaro ko ye gawaara na tha,
ham to kar dete taaro se bhi bagawat ,
par kya kare, woh Chaand hi
hamara na tha
Phir Chaand niklaa, Phir raat thami



Phir dil ne kaha, Hai teri kami



Phir yaad k jhonkay mehak gaye



Phir pagal armaa behak gaye



Phir dil ne kaha, Hai teri kami



Phir guzray lamhon ki baatein



Phir jaagi jaagi si raatein



Phir tehar gayi palkOn pe nami



Phir dil ne kaha, Hai teri kami
Raat kat''ti rahi Chaand chalta raha,

Aatish-e-hijar main koi jalta raha,

Tanhaiyaan dil ko dasti raheen

koi bey chain karwatain badalta raha,

Aas o umeed ki shama roshan rahi

Ghar ki dehleez ko koi yon hi takta raha,

Raat bhar Chaandni gungunaati rahi

Raat bhar koi tanha sisakta raha,