Chaa SMS Messages325 messages

Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"JAAN" Deti Hy

Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"MUSKAAN" Deti Hy

Asli Dosti Tou Wo Hoti
Hy

Jo Paani Main Gira
"AANSUU" Bhi
PehChaan Leti Hy
Chaand ki Pehli Dastak Pe,

ChaaNd MuBaRaK Kehte Hain,

Sub Se Pehle Hum Aap Ko,


"RABI-UL-AWAL MUBAARAK" kehte hen
Ishq E Haider Me Agar Daar pe KheinChaa Jaonn

Dafan kardena mujy, Meesam e Tammar Ke Sath
Aamad e Qasim hoi hay mujtaba ki gaud me
Khud hassan aye thay jaisey murtaza ki gaud me
Bha gai qasim ki surat jab zameen k chand ko
ye kaha yun saatwin me chaudwin ka chand ny
hay pisar qasim hassan ka fatima ki gaud me
Aisa lag raha k Chaand agay hy Chaand ki gaud me
Khatam hai duniya ki tareekh-e-wafa Abbas(AS) par
Ibtida jis se bhi ho, haan inteha Abbas(AS) par
Saari duniya ko nuseri k Khuda par naaz hai
Naaz karta hai nuseri ka Khuda Abbas(AS) Par
Chaadar-e-Tatheer thora aur barh jaati agar
Ik siraa Zainab(SA) pe hota doosra Abbas(AS) Par
Kausar k Saaqi ka wo
Nawasa HUSSAIN tha

Karbala k dasht main
pyasa HUSSAIN tha

Baadal yazeediat k jo
pheley Chaar suu

Un main chamakta ek
sitara HUSSAIN tha

Karta wo kese haath
pe bait yazeed k

Us waqt sab se
Arfa-o-aala HUSSAIN tha

Hilney Laga Tha
Arsh-e-ELAHI bhi Us Ghari

Jab Karbal Ki Rait Pe
Tarpa HUSSAIN tha

Pardes main Shaheed
jisay kr dia gaya

Wo MUSTAFA (S.A.W) ki
aankho''n ka Tara HUSSAIN tha
Adhuray hain!

Baadal
Bin Barish

Chaand
Bin Chandni

Suraj
Bin Roshni

Phool
Bin Khushbu

Dil
Bin Dharkan

Shama
Bin Parwana

Or

Or

Tum Bin
Zoo Ki Ronaq... :P
Hansa: Praful, Formality Matlab?

Praful: Formality, Hansa!!

Praful: Formal Yaane Formal Kapde Aur Tea Maane Chaai,

Formal Kapde Pehen Kar Chai Peene Ko Formality Kehte Hain!!
mein sahil pe likhi hui ebaarat nahein
jo lehroon sey mit jaati hai
mein baarish ki baarasti boond nahein
jo baras kar tham jati hai
mein khuaab nahein
jisey dekhaa aur bhula diya jaye
mein shama nahein
jisey phoonka aur bhuja diya jaye
mein hawa ka jhonka nahein
jo aya aur guzar gaya
mein Chaand bhi nahein
jo raat k baad dhal jaata hai
mein to woh ehsaas hoon jo
tujh mein lahoo bun kar gardish karay
mein to woh rang hoon jo
teray dil par
chahray aur kabhi naa utray
mein to woh parwana hoon jo
jalta rahay aur fana naa hoga
khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan
Chaand, boond, shama ki tarhaan
meray mitnay ka sawaal hi nahein
KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON
AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAhi
Hamare bin adhure tum rahoge,

Kabhi Chaaha tha kisi ne,tum ye khud kahoge.

Na honge hum to ye aalam na hoga,

Milenge bahut se lekin koi hum sa pagal na hoga
Bhoolne ki Adat Hai

Chalo Ishq nahi, Chaahne ki Adat hai
Kya karein ke Hamein Dusre ki Adat hai
Tu apne Sheesha-Gari ka na kar Hunar Zyada
Main Aaina hoon, Mujhe Tootne ki Adat hai
Wisal mein bhi wohi Faasle Sharab ke hain
Ke Usko Neend, Mujh ko Rat-Jagne ki Adat hai
Tera Naseeb hai Ae Dil Sada ki Mehroomi
Na Wo Saki hai, na Tujhe Maangne ki Adat hai
Ye Khud Aa Jati kab tak
Tu bhi usse na kar Yaad, Jise Bhoolne ki Adat hai.
Aanken band kar k bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh Chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon