Adat SMS Messages239 messages

Bewafai Ki Ye Inteha Ho Gai
Ke Tujhse Juda Hokar Bhi Jeeney Ki AAdat Ho Gai
Tum Laut Ke Aao Gey Hum Say Milney
Roz Dil Ko Behlaney Ki AAdat Ho Gai

Terey Waadey Pe Kya Bharosa Kia Hum Nay
Ke Shab Bhar Tera Intezaar Karney Ki AAdat Ho Gai
Khushi Mein Bhi Hum Kya Muskuratey Ke
Teri Judaai Mein Roney Ki AAdat Ho Gai

Kaaflay Nikal Gaye Humein Chhor Ke
Ke Ab Tu Tanha Safar Ki AAdat Ho Gai
Har Morh Par Mili Ghum Ki Parchaiyaan
Zindagi Se Samjhota Karney Ki AAdat Ho Gai

Jaantey They Ke Nahi Ho Sakti Kabhi Tum Hamari
Phir Bhi Khuda Se Tujhey Maangney Ki AAdat Ho Gai
Paiman-e-Wafaa Kya Hai Humey Kya Maloom "Sameer"
Ke Bewafaaon Se Dil Laganey Ki AAdat Ho Gai...............
Mohabbaton ki saza bemesaal de usnay,
Udas rehnay ke aAdat daal de usnay,
Meray wjood pe jab itnay zakhm dekh chuka,
To jan boojh k kanton ke shaal de usnay.
log aksar karte hian yeah sawal mujh se
kia hai rishta tera mujh se
kia bataoo kese samjhaaoo kia hia rishta humara...
bataye koi mujhe kia hia rishta
barish ka paani se..
badal ka hawa se
chand ka chandni se
kia rishta hai
farishtoo ka ibAdat se
muazin ka aazan se...
koi in rishtoo ko naam de....
nahi koi na de pya in rishtoo ko naam..
par janti hoon mian
in ka rishta hai..pyar ka..muhabat ka chahat ka..
wohi rishta hai tera mujhe se..
haan wohi rishta hai...
jo kisi naam ka muhtaj nahi...

DUNIYA KI KHATIR SAHI...IS RISHTE KO NAAM DO......
AAdat-tan tum ne kar diye waday.
AAdat-tan hum ne aetabar kia.
Teri rahon main bar-ha ruk k.
Hum ne apna hi intizar kia.
Ab na mangain gay zindgi ya rub.
Ye gunah hum ne aik bar kia
Adat hai teri yad ane ki,
En akhoko teri ek jhalak pane ki.
Hamari to tamanna hai apko pane ki,
par shayad apki Adat hai hame tadpane ki.
Behtay hoay pani ko rokon kaisay,,
Yeh safar chahton ka choron kaisay,,,
tum bin nahi hai Adat is dil ko dharknay ki,,
tum bin piyar ka ashiyan banaon kaisay,,,
yeh duniya hai nafrat say bhari,,
her mor per hai mushkil khari,,,
tum bin her mushkil ko sahon kaisay,,,
her sapna sajh jata hai,,,
aankhon kay band hotay hi,,
sapnay tote janay kay dar say yeh nigahyn kholon kaisay,,,,
MOHABBAT Kya Hai?

Urdu Nay Kaha
Bewafaon Ka Khel Hai

Maths Nay Kaha
Khushi+Ghum

Islamiat Nay kaha
IbaAdat Hai

Geography Nay Kaha
Diloun Ki Serhadein Open Kernay Ka Naam Hai

Science Nay Kaha
Do Diloun K Darmian Kashish Hai

History Nay Kaha
Taj Mahal Ka Dusra Naam Hai

Aur Ap Kia Kahte Ho..?
Jo Sochta Hon Uski Wazahat nahi krta Shayad me Kbhi Khul K Mohabat nahi krta,

Jis Tarah Tujhe Toot ke
Chaha Hai Faiz,Aise To
Koi Shakhs IbAdat Bhi
Nahi Krta.>
Tum Nay To Yeh Keh Diya Kay Muhabbat Nahi Mili
Mujh Ko To Yeh Kehney Ki Bhi Fursat Nahi Mili

Neendon Kay Daiss Jatey ,Koi Khawab Dekhtey
Lekin Deya Jalaney Se Fursat Nahi Mili

Tujh Ko To Khair Shehar Kay Logon Ka Dar Tha
Aur mujh Ko Apney Gher Se Ijazat Nahi Mili

Phir Ekhtalaf-e-rai Ki Soorat Nikal Pari
Apni Yahan Kissi Say Bhi AAdat Nahi Mili

Bay-Zaar Youn Huway Kay Teray Eahhad Mein Humein
Sub Kuch Mila Sakoon Ki Dolat Nahi Mili
Bana ajnabi mera Humsafar....
Aur nazar bacha k guzar geya.
Main tha raston se bekhabar....
Aur Usey manzilon ka shaoor tha.....
Na theen aur koi b Ranjishain......
Sirf Adaton mein tazaad tha.....
K Usey pasand theen shokhyan aur Mujhey sadgi pe ghuroor tha...
zaalim tha wo or zulm ki Adat b boht thi,
majboor te hum bus se mohabat b boht thi,

Waqif hi na tha rasm-e-mohabat se wo warna,
Dil k liye thori c inayat b bohat thi.
Meri aankhon mein ansooun ko rehne ki Adat si ho gayi hai
Ae Khuda ! tarap utha hun mein ab to is nadi ko thehra do