Adat SMS Messages239 messages

Ali baba Rasool Nana virasat ho to aisi ho
Kia sajda tale khanjar IbAdat ho to aisi ho
"Ain" woh "Ain" k jis"Ain" say IbAdat ka saranjam hoa,
"Laam" woh "Laam" k jis "Laam" say ISLAM hoa,
"Ye" say Yawer hoay har ek mushkil mein,
SADQE Islam k kya khoob ALI naam hoa,
Kehtay hain barey fakhr say hum ghum nhn kartey
Matam ki sada suntay hyn matam nhn kartay
Woh log bhaala samjheyn gay kya raaz e shahAdat
Jo eid to kartay hain muharrum nhn kartey
Kyun aap ka dil jalta hy kyun jalta hy seenaa
Hum aap k seenay par to matam nhn kartey
Aajiz yehi mashoor haqiaqat hy jahan me
Qatil kabhi maqtool ka matam nhn kartaay
Percham-e- Hazrt-e-Abbas Uthay Rukh Na
Shor-e-Matam Sy Zamany Ko Jagay Rukhna
Gham-e-Shabbir IbAdat Hy Koi Rasm Nahi
Apni Naslon ko Azadaar Banay Rukhna
Mazahar_e_sanat_wahAdat ko Ali(a.s) kahtey hain
Waris_e_ilam_e_nabwat ko Ali(a.s) kahtey hain
Sun k farman_e_mohamad(saw) phir kaha hum ney
Hum to ALLAH ki ibAdat ko Ali kahtey hain
Ye Aitbaar Meri Zindagi Ka Haasil Hai
IbaAdaton Ke Safar Ki Hussain Manzil Hai
Namaz Main Bhi Tasavvur Hussain Ka Rakho
Ya Ye Kaho Ke Nabhi Ki Namaz Baatil Hai
Sun le Ye Ghaur Se Waiiz
Tu Kia, Tere Baap Ko Bhi
Jaiye WilAdat E Ali Par
Apne Sir Ko Jukana Parega
Be Amal Dil Ho To Jazbat Se Kia Hota Hai
Zameen Banjar Ho To Barsat se Kia Hota Hai
Na Ho Jis Dil Me Ali e Murtaza Ka Ishq
Ayy Musalman In IbAdat Se Kia Hota Hai ?
Wo Jis Ne Apne Nana
Ka Wada Wafa Ker Dia

Ghar Ka Ghar
Supard-e-Allah Ker Dia

Nosh Ker Lia Jis Ne
ShahAdat Ka Jaam

Us Hussain Ibn e Ali
Par Lakho''n Salam ..
Hamein Adat bohat thi peenay ki
Usnay apni kasam dey kar chura di
Bethay thay mehfil mein yaron ki
Yaaro ney us ki kasam de kar pila di
taa-umr

yu hi hum jehmat uthate hain
chand akshar gungunate hain
ve batate hain raah duniya ko
apni galiyon ko bhul jaate hain
lete parwaaz ab nahi naayir
sirf parr apne fadfAdate hain
paanv apne hi uth nahi paate
vo humhe har lamha bulate hain
aap kehte hain likha kya humne
aur hum hain ki muskurate hain
jinko dariya dubo nahi paaya
ek chullu bhar mein dhoob jaate hain
uske hothon ki maye kabhi pi thi
umr guzri hai ladkhAdate hain
ek tasveer ka sahara le
apni tanhayiaan bitate hain
Bhoolne ki Adat Hai

Chalo Ishq nahi, Chaahne ki Adat hai
Kya karein ke Hamein Dusre ki Adat hai
Tu apne Sheesha-Gari ka na kar Hunar Zyada
Main Aaina hoon, Mujhe Tootne ki Adat hai
Wisal mein bhi wohi Faasle Sharab ke hain
Ke Usko Neend, Mujh ko Rat-Jagne ki Adat hai
Tera Naseeb hai Ae Dil Sada ki Mehroomi
Na Wo Saki hai, na Tujhe Maangne ki Adat hai
Ye Khud Aa Jati kab tak
Tu bhi usse na kar Yaad, Jise Bhoolne ki Adat hai.