Adat SMS Messages239 messages

Maangu Bas Unhe
Yeh IbaAdat De De
Ai Khuda Tere Khazane Se
Thodi Si Mohabbat De De
Kaaash ! Woh Saath Nibhaye
Hamara Umr Bhar Ka
Ya Phir Unke Dar Par
Marne Ki Ijaazat De De.
Dhoondte Kiya Ho In Annkhon Mein Kahani Meri,
Khud Mein Gum Rehna To AAdat Hai Purani Meri,
Bheer Mein Mil Jaoon Ga Asani Se Khoya Khoya Rehna Hai Nishani Meri.......
Yu Lagta Hai Ki Sirf Chalte Rahne Ki

Dhun Mein Is Safar Ke Maayne Kahin Kho Gaye Hain.

Bas, Chale Ja Rahe Hain

-Kabhie AAdatan,

Kabhie Majbooran
Ye dil bholaata nahi hay muhabatin uski
Pari hoi thee mujhay kitni aAdatain uski
Ye mera sara safar uski khoshboo main kataa
Mujhay to rah dekhati thee chahatain uski
Itna aasaan nahin mujhko bhulaana tujhko
ek shiddat hai kasak hai ya koi wahshat hai
kuch mareeze dile jaanan ko bhi chan aa jaata
jhooth hi bol magar bol ki ye ulfat hai
Log kahte hain khudaya kya muhobbat hai
mujhko maloom hai teri to yahi aAdat hai
tu jo bichry to mily dard qyamat jesa
tujh se kesa ye ta,luq hy muhabat jesa
jisy chaho usy ehsas-e-khudai dy do
silsila piyar ka rakho to ebAdat jesa
har lafz se us k main ne chahat ki hai
us k har vaade ki izzat ki hai
har khwab ko us k samjha hai apna
us k har ehsas ki ibAdat ki hai
wo hanste hanste jo ansoo de deta hai
main ne to un ansuon se b mohabbat ki hai!!
~ Tun Bin ~
Titliyon Ko Pakarna Uski AAdat Thi Purani
Her Aik Se Lerna Uski AAdat Thi Purani
ham Uske Saath Chal Diye Yeh Jante Huy Bhi
Raste Meion Chor Dena Uski aAdat Thi Purani
Muhbt rog hoti ha kaha b tha . .
Rula k khud b roti ha kaha b tha . .

Use tm dil ki dharti ka pta mt do . .
Ye us ma dard boti ha kaha b tha . .

Kinare k buht nazdeek le ja kr . .
Ye kashti ko daboti ha kaha b tha . .

Azal se is ki aAdat ha zamane ko . .
Jaga kr aap soti ha kaha b tha . .
Ishq k ilaqay mein
Hukm-e-yaar chalta hai
Zaabtay nahin chaltay
Husn ki aAdat mein aajzi tu chalti hai
Martbay nahin chaltay
Dosti k rishton ki parwarish zaroori hai
Silsilay taaluq k khud say ban tu jatay hain
Laikin in shagoofon ko
Tootnay bikharnay say
Rokna bhi parta hai
Chahton ki matti ko
Aarazo k poday mo
Seenchna bhi parta hai
Ranjishon ki baton ko
Bhoolna bhi parta hai
Kyou k
Ishq k ilaqay mein hukm-e-yaar chalta hai
Zabtay nahi
Ab Milein Gey To Khoob Rulain Gay Us Sang Dil Ko FARAZ,

Suna Hai Rotay Main Usko Lipat Jany Ki Adat Hai...
Mairy marnay kay baad mairee ankhan kholee rahe

FARAZ

q kay mujy Adatt see ho gaie thee tary intazar ki