Adat SMS Messages239 messages

thikana qabar hai tera ibAdat kuch to kar ghafil..

kahawat hai k khaali hath ghar jaya nahi karte..
Tum paas hoty tou koi shrarat krty,
Tujhy le kr baanho''n mein
"Mohabbat" krty,

Dekhty teri aankho''n mein neend ka khumar, Apni khoi hui neendo''n ki
"Shikayat" krty

Teri aankho''n mein apna aks dhondty, Khud se b zyada teri
"Chahat" krty

Jis ki hukumat thi us k ghulam thy,
Qabeely mein dost kis se "Baghawat" krty

Ek dil hi tha wo b us k pas tha,
Raat bhr jaag kr kis ki "Hifazat" krty

Mere mazhab mein shirk haram hy
Wrna Qasam khuda ki teri "IbAdat"krty
Badnaam Zamane main Mohabbat Nahi Karte
~
Dil Wale To Dushman Se Bhi Nafrat Nahi Karte
~
Ek Baar Jisy Chaha Sada Uss Ke Rahe Phir
~
Ham Log Amanat Main Khianat Nahi Karte
~
Tanhai Main Karlete Hain Yaad Aansoo Baha Kar
~
Zaahir Kabhi Hum Apni EbAdat Nahi Karte
~
Waqt Aane Par Maaloom Yeh Ho Jay Ga Tum Ko
~
Hum Sirf Dekhawe Ki Mohabbat Nahi Karte
~
Lekhte Hain FAQAT Ek Tumhare Liye Ghazlain
~
Har Shakhs Pe hum Aesi Enayat Nahi Karte... ;->
ik baar ke milne ko joo payar samajhte hai.
pagal hai magar khud koo hushyaar samajhte hai.

chahat ki ibAdat ko jo roog samajhta hai .
hum ese masiha ko bimar samajhte hai.

tufan se nahee darte lehroo se nahee darte.
hum loog bhawar koo bhi pat war samajhte hai.
Me Uski Aanhkon Me DooB Kaisy Gaya...
"ROoMi"
Jis Ko Sahara Deny Ki Adat Ni Thi..
Rooth Jane Ki Adaten Na Gai
Dil Jalane Ki Adaten Na Gai

Zakhm Kha Kr B Tujh Se Nam Tera
Gungunane Ki Adaten Na Gai

Pyar Se Jo B Mil Gya Us Ko
Dukh Sunane Ki Adaten Na Gai

Chand Ki, Sharm Se Naqabon Me
Mu''n Chupane Ki Adaten Na Gai

Do Dilon Ko Ujar K Hansna
Ye Zmane Ki Adaten Na Gai

Chand Jesa Hr Ik Hasee''n Chehra
Dil Ko Bhane Ki Adaten Na Gai

Beesiyon Bar Aazma K Hmen
Aazmane Ki Adaten Na Gai

Raat K Pichle Peher Ey Ayaz
Ghr Ko Aane Ki Adaten Na Gai
Sochtey rehnay ki aAdat hogayi
chaunktey rehnay ki aAdat hogayi

hijr ki raatoun k sung aankhoun ko bhi
jaagtey rehnay ki aAdat hogayi

jaaney kia dur hayk apnay aap say
bhaagtey rehnay ki aAdat hogayi

woh nahin lautey gaa phir kiyoon rehguzaar
daikhtey rehnay ki aAdat hogayi

woh meray andar chupa hay or usay
boltey rehnay ki aAdat hogayi~!
Mohabbat HUM Ne Ki Jo Ek Khata
Ho Gai

Ki Wafa Zndgi se
Saza Ho Gai

Wafa Karte Rahe
HUM ibAdato Ki
Tarha

Phir ibAdat Khud
Ek Gunah Ho Gai

Ktna Suhana Tha
Safar Jab Sath
Thy HUM

Phir Kiya Howa
Q Manzil Juda
Ho Gai

Koi Chahat

Koi Hasrat

Koi Umeed Nahi
Rahi

wo Gaya To Laga
Dunya Fana Ho Gai

Ye Dua Ki K Jise
Chahe Wohi Mile
TUJHE

Par Ye Dua Apne
Liye Bad-dua
Ho Gai

Abhi Kuch Dair Huwi USY Yaad Karte Huwe

Ye Aaj Q itni Jaldi
Subah ho gai... ;->
laut aati hai meri shab ki ebAdat khali''mohsin"

janay kis arsh par rehta hai khuda sham k baad..
meri zaat main kahen na kahen wo apna wajood chhor gaya hai...

yon hanstay hanstay ro dena meri aAdat kabhi na thi..
Barsoon baad bhi uski aAdat na badli bewafai ki,RAZA,
Kaash mein mohabbat nahi uss ki aAdat hota...
Kal Chaand Se Ye
Sawal Kia

Bata Tou Sahi
Wo Ajnabi Dikhny
Mein Kesa Hy

Tou Us Ne Kaha

Kuch Meri Kirno''n
k Jesa Hy

Kuch Aftab k Jesa Hy

Kuch Kalliyo''n c Hy
Muskaan Uski

Kuch Khilty Gulab
Jesa Hy

Kuch Ujaly Mein Hy
Jhalak Uski

Kuch Raat k Shabab
Jesa Hy

Agr Husn Ko Main Ek
Sawal Kaho''n Tou

Us k Jawab Jesa Hy

Jisey Dekho''n
Aur Chuu Na Sako''n
Aise Sundar Khwab k
Jesa Hy

Kehty Hyn ISHQ
IbAdat Hy

Tou Us IbAdat k
Sawab Jesa Hy