Aadat SMS Messages123 messages

Ye Dil Ki Baat Nahi Kisi kO Batane Ki

Azal Se hi reet Hai Jug Se Isay Chupaane Ki

Bohat Sehel Hai Wada Wafa Ka Ker Lena

Zara C Daal Lo Aadat Isay Nibhane Ki

Samait Sakte ho Jeet Kab Apni Muthi Main

Humain Tou Pehle Hi Aadat Hai Haar Jane Ki

Humain Khanar Thi kisi Roz Chorh Jao Ge

Nahi Hai Zarurat Tum Ko Kisi Bahane Ki
Kaise wo laut aaye k fursat ussey nahi
Dunya samajh rahi hai mohabbat ussey nahi

Lagta hai aa chuki hai kami uss ki chah main
Kaafi dino''n se mujh se shikayat ussey nahi

Dil ki zameen us ki hai banjar issi liye
Jazbo''n ki barishon ki jo Aadat ussey nahi

Har cheez ikhtiar main rakhta hai wo magar
Dil se rihayi paney pe qudrat ussey nahi..!

Zindagi! ab tou ta''aluq ki ye hi surat hai
Tujh se rakhni bhi hai aur tujh se nibhani bhi nahi
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,, Har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari,, Koi hum ko yaad kare ya na kare,, Har ek ko yaad karna Aadat hai hamari...
Dekhte hai duniya ki aankhon se,
Aashiqon ki yehi Aadat kharab hai
Dil ki aankhon se dekhe gar koi,
Har haseen ko samjhna aasan hai
Bewafai Ki Ye Inteha Ho Gai
Ke Tujhse Juda Hokar Bhi Jeeney Ki Aadat Ho Gai
Tum Laut Ke Aao Gey Hum Say Milney
Roz Dil Ko Behlaney Ki Aadat Ho Gai

Terey Waadey Pe Kya Bharosa Kia Hum Nay
Ke Shab Bhar Tera Intezaar Karney Ki Aadat Ho Gai
Khushi Mein Bhi Hum Kya Muskuratey Ke
Teri Judaai Mein Roney Ki Aadat Ho Gai

Kaaflay Nikal Gaye Humein Chhor Ke
Ke Ab Tu Tanha Safar Ki Aadat Ho Gai
Har Morh Par Mili Ghum Ki Parchaiyaan
Zindagi Se Samjhota Karney Ki Aadat Ho Gai

Jaantey They Ke Nahi Ho Sakti Kabhi Tum Hamari
Phir Bhi Khuda Se Tujhey Maangney Ki Aadat Ho Gai
Paiman-e-Wafaa Kya Hai Humey Kya Maloom "Sameer"
Ke Bewafaaon Se Dil Laganey Ki Aadat Ho Gai...............
Mohabbaton ki saza bemesaal de usnay,
Udas rehnay ke Aadat daal de usnay,
Meray wjood pe jab itnay zakhm dekh chuka,
To jan boojh k kanton ke shaal de usnay.
Aadat-tan tum ne kar diye waday.
Aadat-tan hum ne aetabar kia.
Teri rahon main bar-ha ruk k.
Hum ne apna hi intizar kia.
Ab na mangain gay zindgi ya rub.
Ye gunah hum ne aik bar kia
MOHABBAT Kya Hai?

Urdu Nay Kaha
Bewafaon Ka Khel Hai

Maths Nay Kaha
Khushi+Ghum

Islamiat Nay kaha
IbAadat Hai

Geography Nay Kaha
Diloun Ki Serhadein Open Kernay Ka Naam Hai

Science Nay Kaha
Do Diloun K Darmian Kashish Hai

History Nay Kaha
Taj Mahal Ka Dusra Naam Hai

Aur Ap Kia Kahte Ho..?
Tum Nay To Yeh Keh Diya Kay Muhabbat Nahi Mili
Mujh Ko To Yeh Kehney Ki Bhi Fursat Nahi Mili

Neendon Kay Daiss Jatey ,Koi Khawab Dekhtey
Lekin Deya Jalaney Se Fursat Nahi Mili

Tujh Ko To Khair Shehar Kay Logon Ka Dar Tha
Aur mujh Ko Apney Gher Se Ijazat Nahi Mili

Phir Ekhtalaf-e-rai Ki Soorat Nikal Pari
Apni Yahan Kissi Say Bhi Aadat Nahi Mili

Bay-Zaar Youn Huway Kay Teray Eahhad Mein Humein
Sub Kuch Mila Sakoon Ki Dolat Nahi Mili

Kyun yaad tum itna aate ho...?
Kyun hum ko tum tarpaate ho...?

Gum sum gum sum hain aaj sahar se hum...
Kyun itna hamain sataate ho...?

Aadi hogaye hain us sitam ke hum...
Jo Aadatan humpe dhaate ho.

Tumhain khayaalon se gar nikaal bhi dain...
To khwaabon main aajaate ho.

Hum lab se nahin karte izhaar-e-mohabbat...
Tum aankhain hii nahin parh paate ho.
Dil toorna humari Aadat nahi,dil hum kissi ka dukhate nahi,bharosa rakhna meri wafaon pe, dilm mein basa kar hum kissi ko bhulate nahi..,
Is jaam ki Aadat jab tak mila na tha tumse
ab to zarrorat ban gayi hai
Jab se milke bichre hain
hothon pe hansi aankhon mein nasha ,
sabko hai pata
Main sharaabi ban gaya kyon
mujhko na bata
Yeh zakhm tera, ye zurm mera
Na bhool sakoonga kabhi
Nashe mein dooba rahta hoon, tou
Tumko bhoola rahta hoon