Aadat SMS Messages123 messages

Hasna Ohna di Aadat C
Aasi galat Andaja la Bethe
Oh hasde hasde vasde rehe
Te aasi apna aap gua Bethe.
Questions
Kon Sa Mosam Dil Ko Bahta Ha ?
Ans:
Apni Achi Aur Buri Aadat Batye ?
Ans:
Koi Film Jo Bar Bar Dekhi Ho ?
Ans:
Zindgi K Kin Dino Ma Wapis Jana Chahte Ho ?
Ans:
Subha Ka Aghaz Kis Tarah Karte Ho ?
Ans:
Zindagi Kub Buri Lagti Ha ?
Ans:
Kabi Najomi Ko Hath Dikhaya ?
Ans:
Friendship Diary:

1- Name _______,

2- Nick Name ______,

3- Date of Birth _______,

4- Education _______,

5- Koi achi Aadat _______,

6- Koi buri Aadat _______,

7- Pasandeda Rishta _______,

8- Pasandeda Colour _______,

9- Pasandeda Dish ________,

10- Mujh se Dosti ki waja ________,

11- Lover Name ________,

12- Best Friend Name _______.
Reply with Truth. Plz reply i am waiting.......,
Sapno se dil lagane ki Aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki Aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki Aadat nahi rahi
Kisi ki chahat pe zinda rehne walay hum na thay''Kisi per mar mitnay walay na thay''Aadat si ho gayi hai tumhai yaad karne ki''Werna kisi ko yaad kerne walay hum na thay...
Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti hai
Mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badalti hai

Tumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hain
Yehi barson ki Aadat hai aur Aadat kab badalti hai

Tumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
Jo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti hai

Kali ka phool banna aur bhikhar jaana
Yehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti hai

Jo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aaye
Alaamat hai yeh chaahat ki to chaahat kab badalti hai

Use chaaha use pooja yehi tauqeer hai apni
Hamein gumrah mat samjho ibAadat kab badalti hai

Purane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha hai
Na chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai
zikr-e-shab-e-firaq se vehshat use bhi thi
meri tarah kisi se muhabat use bhi thi

mujh ko bhi shauq tha naye chehron ki deed ka
rasta badal ke chalane ki Aadat use bhi thi

us raat der tak vo raha mahv-e-guftagoo
masroof main bhi kam thaa faragat use bhi thi

sunta tha vo bhi sab se purani kahaniyaan
taza rafaqaton ki zaroorat use bhi thi

mujh se bichar ke shaher main ghul mil gaya vo shaKhs
haalaa ke shahar bhar se raqabat use bhi thi

"KASH"na jan khud ko nakaam kay bad zouq,
woh mana nahi par tujh say mohabbat usay bhi thi,

vo mujh se barh ke zabt ka aadi tha ji gaya
varna har ek saans qayamat use bhi thi
Dil tordna humari Aadat nahi

Dil hum kisi ka dukhatay nahi

Barosa rakhna merri wafaoon pe

Dil main basa ker hum kisi ko buhlatay nahi

Bewafaayi ka dard kaisa hota hai koi humse puche
tanha raaton mein rona kaisa hota hai koi humse puche
takleef mein jeene ki Aadat si hogayi ab ae dost
jab apna koi dhagga kare toh kaisa lagta hai....
Koi Humse Puche
Usey Main Bhool Jana Chahta Hoon
Suno ! Main Muskurana Chahta Hoon
Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
Mager Ab Gungunana Chahta Hoon

Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
Nai Duniya Basana Chahta Hoon
Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
Main Un sey Jaan Churana Chahta Hoon

Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
Main Ab Un Ko Jalana Chahta Hoon
Main Utna Pass Aata Hoon Tumharey
Main Jitna Door Jana Chahta Hoon

Mere Hamdam, Haqeeqat Hai Yeh Meri
Main Teray Pass Aana Chahta Hoon
Ubhrney Ki Koi Khahish Nahin Hai
K Ab Main Doob Jana Chahta Hoon
Dil todna hamari Aadat nahi,Dil hum kisi ka dukhate nahi.
Bharosa rakhna meri wafaon pe,Dil me basa ke hum kisi ko
Bhulate nahi..
Sari Haqeqaton Ko Khuwab Kar Kay
Umar Bhar Ki Khushiyoun Ko Sarab Kar Kay
Badal Gaya Hai Woh Chahaton Say
Meri Aadaton Ko Kharab Kar Kay