Usse pyar karke meri kismat hi jaag gayi,Usse pyar karke meri kismat hi jaag gayi,Maine itne love letter post kiye k woh "POSTMAN k saath hi bhaag Gayee.
4 Log badnaseeb hain.>
(1)who jo Maa Baap ki qadar na kare .
(2)who jo ustad ki qadar na kare
(3)who jo waqt ki qadar na kare
(4)who jo mere SMS ki qadar na kare,