Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.
''Plumber: Pipe Naya Laga Diya Hai Aur 1000 Rupay Bill Hogaya Hai.
Man: Aray Itna To Main Engineer Ho K Bhi Nahi Kamata.
.
.
.
.
.
.
.
Plumber: Sahi Keh Rahy Ho. Main Bhi Nahi Kamata Tha Jab Engineer Tha.''
parhay likhay punjab k jahil hukmaran motawajah hun:18febury kee sham ko gum ho ne wala bucha puntured shuda cycle sir par rakhay main main karta huwa e-wane sadar jatay dekha gia ha mazeed malumat is paty par hasil karanin kangal awam factory flourelss bazzar pakistan
Saare gawaahon aur bayaano ko madde nazr rkhte hue yh adalat penal code dafa 382 k teht msg prhne wle mujrm ko msg na bhjne k jurm me "kanjos" karar dti hai.. ;-)
American Police chOR pakrnay k Liay Soonghnay wAllay kuTTay rakhtay hain,,
Jab k Pakistani POLice Kuttay Nahi rAkhti kYUn k wo SoonghtAy hUay POlice Station Puhanch jatay Hain..