Rule of boys: “Phulo ki mahak ko churaya nahi jata,
suraj ki kirno ko chupaya nahi jata,
kitni bhi soni ho girlfrnd apni,
dusro ki girlfrnd ko bhulaya nahi jata..
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
Ek admi aadi raat ko apni moti biwi se bola
k sisak sisak ke marna theek hai ya ek dum.
BIWI : Ek dum.
Aadmi : To apni dusri tang bhi mujh per rakh do.