Dil kerta hai zameen se ek pather uthaoon.
us pe ?I MISS YOU? Likhoon or tumhare sir pe zoor se maroon ta k tumhain pata chale k How much ?I MISS YOU?::
''Phulo me gulab acha lagta he..
Neend me khwab accha lagta he..
Aap bhale he hame sms nahi bhejo,
Hume to aapki kanjusi ka ye aandaz accha lagta he!''
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.