Boy:Sir Ap Apni Beti Ki
Shadi Mjh Sy Kr De''n
Me Ap ko Us k Wazn k
Brabar Sona Dunga
Sir:Mjhy Wqt Do
Boy:Sochny k Liye?
Sir:Nhi Beti Ka Wazan
Brhane k Liye ;->
Aap ki kanjoosi humare dil
ko bha gai
humain bhi apney balance ki qadar aa gai
socha ab aap ko message na karain
magar kambakhat dosti humain yaad aa gai... ;->
Q: Agar 1 door per kutta bhonk raha ho orr dosre door p biwi chilla
rahe ho tu ap pehle konsa door kholen g?
A: Kutte wala door coz kutta andar akar bhonkna band kar de g
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt
bhi ek din aapka gulam hoga.
Happy Birthday