Ek Sheikh Ki Beti Ka Operation Hua
Doctor Ne Kaha Pathri Nikli Hai
Sheikh Bola Lao Mujhay Do
Doctor Ne Kaha Woh Kya Karo Gay
Sheikh Bola Itni Mehngi Mili Hai Bechoon Ga.
hello! kaisay ho. mein tum par aik Film bananey kee soch raha hoon jiss mein tum bataor Hero kaam karo ghey.Fikar na karo 12larkion k sath tumhara affair ho gha.
11 tumhein chord jayein ghee aur 12 veen tumhein Goli maar dey ghee iss tarha film Khatam ho jaye ghee.
Oh Film ka naam to batana hee bhool gaya, Film ka naam hai"App Close Up kyun naheen kartey hein?"
Nargis ne ek school mai urdu teaching start ki aur 1st day hi us ko nikal diya
Nargis to students: parho
Alif, bay, pay, tay
way gujra way way gujra way.