Full Form Of Boys...
B - Badmashiyon Me Sab Se Aage.
O - Ollo0 Ki Tarah Raat Me Jaage.
Y - Yaarian Nibhate Jaan Laga K.
S - Shareef Sirf Maa Baap K Aage... ;->
An MBA Student to a Sweeper:
"Mere Pas Degree Hai,Knowledge Hai, 4 Logon Mein Izzat Hai.
Tere Pas Kya Hai?"
.
.
.
Sweeper Proudly replied:
"Mere Pas Job Hai"