kesy hain halaat

kesy hain halaat



Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.



Or han!
Aap kesay ho?
OR sb ghr waly? ;->
  

May, 06 2010     520 chars (4 sms)     2526 views       Funny

more Funny SMS Messages

Teacher 2 Pathan:
Jis Aadmi Ko Sunai Na De Usy English Main Kya Kahain Ge?

.
.
.
.
.

.

.



Pathan: Jo Marzi Keh Do..
Usko Konsa Kuch Sunai Dega...;-)=D
meri ankhon mein basa hai tu,
meri dharkano mein racha hai tu,




huuuunnnnnn

In sab batoon pe kar raha hai yaqeen,
ab khud soch kitna bada ghadha hai tu
Shaadi Me Dulha K Saath Barati Kyun Jate Hain ?
.
.
.
.
Kyun K Log Kehte Hain K Kisi K Sukh
Main Jao Na Jao

Par

Dukh Main Zarur Jana Chahiye ... ;-)
Pathan Dozhk Se Nkla
Chupke Se Jannat Me
Ghuss Gya
Farishte Ne Pakar K
Bhtt Mara
Pathan Bola: Mt Maro
Hum Janati Hy, Dozhk
Me Srf Gul Khan Ko
Naswar Dene Gya Tha ;->
Teri Jheel Si Aankhon Me. . .




Doob Jaaane Ko Dil Chahta Hai








Agar Yaqeen Nahi Aata
Tou Suno




















"GHURRRUP" . . . ;->
Hitler says,
“There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary”
Sardar says:Ab bolne se kiya fayidah?
“Jub kharidi thi tab hi check karna tha na”:D
1 Admi Public Bathroom Gya
Aur 1 Hour K Baad Nikla.

Bahr Betha Huwa Jamadar Bola
20 Rupe Bhai G
Admi Bola: Bhai Mai Bathroom Mai Betha Tha
Net Cafe Mai Nahe:-P
It is my fault:

Ye sab mere ghalti hai.

Me ne hi Michael Jackson ko SMS me likha tha k

"I Don''t Love You"

Muje kya pata tha k wo Bechara ye baat dil per he le jayega. :-)
Lost my HB pencil with a rubber attached.

The pencil costs Rs.3/.

Warid has agreed to give me one paisa if you

forward this SMS(1 paisa per scrap).

If you have heart and want to help a poor child in

need, plz fwd it to atleast 10 friends.

Please don''t neglect.

Otherwise my dad will scold me. If you forward this

then your life will change for ever.

Your dream will come true tonight at 11.55.

If u dont forward, u''ll fail in ur exams

plz... hlp me
Mujh Me Aur Aap Me Smart Koun Hai??
Guess?...






Maine Guess Karne Ko Kaha....

Press Karne Ko Nahi.
Sms B Bade Kamal Ki Chiz H
20 Gadho Ko Sms Karo
10 Padte Hein
5 Ko Samjh Me Aata Hai
4 To Kanjus Hote Hein
1 Murga Kismat Se Fasta Hai

Jo Reply Karta Hai
Height of youthfulness....

KKusum of Serial Kkusum looks yunger than her daughter in law..

manna padega, that woman depicts 50 yrs atleast..

but still looks wrinkle free