Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling... . . . . Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.
sardar ka RADIO kharab ho gaya, usne khol k dekha to andar ek mara huwa CHUHA mila. Yeh deekh kar sardar gussy se bola!
Chalega kese? Sala singer hi mar gaya..!