Aik Nars ka Mangaitar usay bari hasrat se:
kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare pass aata, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata.
Nars: Tumhen mere pass koi haadsa nahi bal-k mojza hi la sakta hy, kyun k main "ZACHA BACHA" ward mein hoti hon.
new song for all boys
ek larki ko dekha tu aisa laga
kabhi chapal laga kabhi taphar laga
kabhi muka pera
kabhi sendel perha
kabhi ghar mai peta
kabhi road mai mara
mindar k gante sa bajta gaya
hooooooooo
ek larki................