Baap : bata ager sasoral walay shadi k din scoter dain to car mangna, ager computer dain to laptop mnagna. Bata : abaa agr lerki dain to os ki MAA mang loon ?????/
Husband aur Wife Hotel
me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya,
Wife nay pocha,”Koun Thi Wo?”
Husband:-Tum dimagh kharab mat karo,
main pehle hi pareshan hun k woh bhi Yehi pochay gi.
Aik jin aik sheikh ko chimar gaya..
3 din guzerne k bad wo jin khud hi aik aalim k pas gaya aur kaha
"mei teen dinan tun kuch nai khada menu bahar kaddo"