''Ek kavi shaadi ke baad biwi se bola:
Aaj se tum hi meri kavita ho,kalpana ho, bhawana ho!
Patni: Mere liye bhi aaj se aap hi dinesh ho, rohit ho,rakesh ho!''
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.