Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo . Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg? . Pathan: Karna tu kuch bhi nahi, Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
Viraanay mai Dya Jalanay se kya Hoga Bujhi Hoi Raakh mai Aag Jalanay se kya Hoga Aapko Qabz hai isilye Pressure Nahi Aata Ab Bewajah Zore Laganay se Kya Hoga
Mobile pe ek virus agaya hai,
agar 00000420 no se koi call aaye to atend nahi kerna ,
werna insan ban jaoge... sialkot main do ghade insan ban gaye hen..
SO BE CAREFUL!!