Mujhe pata hai tum aaj bhi use pasand karte ho,
Woh aaj bhi tumhe chahti hai,
Jab bhi tum uski gali me jaate ho,
To woh BHONK-BHONK kar apna Pyaar jatati hai.
i think tum zindgi main kafi aagay jao gay aagay say aagay barthay chalay jao gay quen k jahaan b jao gay gay loag kahain chal chal agay ho. he he ha ha hoooo
New Punishment for Mobile Owner Missed Call Ke liye Kaala Pani
SMS ke liye Faansi
Call ke liye Umarquid
Tum Mat Daro KANJUSO ko to ek lakh ka inaam hai....
American: hamaray haan dogs bomb dhoondh letay hain Japanese: hamaray haan to fish ball se khelti hai Pakistani: hamaray haan to bandar bhi sms parh leta hai