Pappu to chinese - Tu american hai? . Chinese - No, I am chinese.. . ... ... pappu- Nahi, tu American hi hai... . Chinese - No, I am chinese.. . pappu- Nahii , tu American hai .. American hi hai tu.. . Chinese - Acha yaar, Main American Hu.. Khush..? . pappu-saaale Shakal se to tu chinese lagta hai.
3 tips to break a miror:
1. pathar mar ker tod do.
2. utha ke neechay phainko.
3. sheesha ke saamne khare ho ker muskurao.
Mujhay yaqeen hai ke 3 wala tumhare liye ziada mufeed hai.