wo the pehlu mai,or the chandni raat
Hamari Zindagi thi bas
wohi chandni raat
Ajab chasmak zani thi
wisal ki raat
Nazar inki thi or taroon bhari raat
Nigah-e-mast inki k rahe hai
Kahen hoti rahe hai saqi gari raat
Abas hai
wada-e-farda tumhara
Mariz ishq ki hai akhri raat
Kisi ne
wada-e-farda kia hai
Hume mar kar basar karni pari raat
Tabassum se kisi k ban gaye thi
Meri khil
wat sarapa CHANDNI RAAT!!!!!!!!!!!!!