w SMS Messages18904 messages

Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad
Ek diya jalta raha baarish ke baad
Mere behte hue Aansuo ko dekh kar
Ro parri thandi hawa baarish ke baad
Meri tanhaayi ka daaman thaam kar
Kuch udaasi ne kaha baarish ke baad
Yaad teri odh kar mein so gayi
Khawaab ka daar khul gaya baarish ke baad
Chand dekh kar baadlo ki qaid mein
Ek sitaara ro diya baarish ke baad
Apne ghar ki har kachi deewaar par
Naam tera likh diya "K" baarish ke baad
Tery
any
se
phly
he

Dil
k
ander
tak

Utar
jata
hai

Tery
wapis
jany
ka
guhm
jo khushi tumhary qareeb ho
wo sada tumhay naseeb ho
tujhay wo khalos milay kay jo
teri zindagi par moheet ho
jo mayaar tujko pasand ho
jo tumhary dik ki umang ho
teri zindagi jo talab kary
taray hamsafer ka wo rung ho
jo kheyal dil main aseer ho a
ur dua main b taseer ho
hath uthaty he khuda karay teray
samny he tabeer ho
tujhy wo jahan milay jidher
ghamon ka guzer na ho j
idher roshni ho khalos ho
aur nafraton ki khaber na ho

Us Khuda ka shukar ha
Qaid-e-Adem se khalasi di
Or....... Mere wajood ko zahir kiya
Or....... Mujh ko Hadayat ki
Or
Apni zaat ka Irfan mere Dil mein Naseeb kiya
Yahan tak...........
Ke mein ne Us ko Pehchan lia
Or Dekh Liya......!!
Usko B Humse wesi Hi Mohbat Ho To Kya Bat Hy
Ek C Dono Ki Halat Ho To Kya Baat Hy
Dil Ki Chaht To Khwab Jaga Deti Hy
Han Mgr Sath Qismt B Ho To Kya Baat Hy
Meri Tnhaiyan Krti Hyn Jinhen Yaad
Sada Unko B Meri Zarurt Ho To Kya Bat Hy
Nend To Dard K Bster Pe Aa Skti Hy
Unki Aagosh Me Sir Ho To Kya Baat Hy
Neend Aankho''n Main
Musalsal Nhi Hone Deta

wo Mera Khwab Mukamal
Nahi Hone Deta

Ankh k Seesh Mehal Main
wo Kisi Bhi Lamhe

Apni Tasweer Ko Ojhal
Nahi Hone Deta

Rabta Bhi Nahi Rakhta Hy
Sar-e-wasal Koi

Aur Ta''aluq Bhi Mo''atal
Nahi Hone Deta

Dil Ye Kehta Hy Usay
Laut K Aana Hy Yahin

Ye Dilasa Mujhe Pagal
Nahi Hone Deta ...
mere chere per ye jo nishan se kbi ansu guzrte the yahn se faqt teri zra c aik han mera ser ja laga hain asman se sbi insan payher ho gay hain ab in me aey gi dharan kahan se ameer karwan aisa mila hai jo rasta pochta karawan se muje ab aa gya hai ishq karna me lar skta hon ab sare jahn se phr inki b kami mehsos hogi uta mt khushk pate gulistan se abi sultan me hai jan baqi kahan jay ga tere aastan se
wo ek Shakhs k jis se shikayaten theen bohat,
wo aziz tha us se Muhabbaten theen bohat,
wo jab mila to dil mein koi Talab hi na thi,
Bichar geya to hamari Zaruratien theen bohat,
wo yon mila ke jaisay kabhi mila he na tha,
Hamari zaat pe uski inayaten theen bohat,
Hamen khud apnay hi yaron ne kar diya ruswa,
Ke baat kuch bhi na thi or wazahatein theen bohat,
Har mor pe hum totetay bikhartay rahe,
Hamari rooh pe tanha qayamaten theen bohat.
Shikwe kiye bouhat zamane se
Apni zaat se bhi kiye hote kash

Akatah kar liya sarre zamane ko
Apni zaat ko bhi kar liya hota kash
Agar Ehsaas Ho To Mohabbat Ko Kar Lo Mehsoos


,
Ye wo Jazba Hai Jo Lafzon Mein Samjhaya Nahi Jaata



Dosti Ke Liye Mohabbat Aur Khuloos Hai Lazim



Har Haath Milane wale Ko Dost Samjha Nahi Jaata



Bahut Kam Hai Log Jo Dil Mein Utar Jaate Hai



Har Raah Chalte Ko Apna Banaya Nahi Jaata



Koshish Se Badal Jati Hai Takdeerein



De Kar Ilzaam Qismat Aur Dil ko Behlaya Nahi Jaata
waqt Ne Sari Kahani Hi Badal Dali

Pyar Ka Naam Jo Aata Hy Dar Lgta Hy

Zakham Kuch Aise Bhi Apno''n N Diye Hyn Mujh Ko ''Faraz''

Ab Koi Haath Milata Hy Tou Darr Lgta Hy
Khwaab Aur Haqeeqat Main

Farq Shayad Itna Hai

Khwaab Toot Jaata Hai

Haqeeqat Tod Deti Hai ....!!