w SMS Messages18904 messages

Aye Khuda Meri Ibadat Meri Dua Qabul Karna
Mera Sapna Meri Chahat Ko Sach Karna
wo Jise Manga Hai Main Ne Tujh Se
Usse Hamesha Abad Rakhna
Agar Ho Koi Khata Uss Se
Tou Mujhe Dena Saza Uss Ki
Na Aiy Koi Ghum Zindagi Main Uss Ki
Har Lamha Bass Yahi Dua Hai Meri
Agar Ho Sakay Tou Mujh Par Aik Karam Karna
HovY mar k hm jo ruswa,hovY Q Na GharQ-E-DarYa....



Na kabi janaza Uthata na Kahin mazaar hota...:
Ab teri Yaad se wehshat nhi hoti mujh ko,

Zakhm khulte hain AziYat nhi hoti mujh ko,

Ab kisi shakhs ki Aadat nhi hoti mujh ko,

Ab koi AaYe, chla jaYe main khush rehta hon,

AesY Badla hon TerY Shehr ka Paani pi kr,

jhoot Bolon to nadaamat nhi hoti mujh ko.
Apni Roshni Ki bulandiyo''n Per Kabhi na Itrana

Chiraag Sab k Bujhte Hain Hawa Kisi Ki Nahi ...
Dil Jo toot Gaya To Feriyad Kero Ge Tum
Hum Na rahe To Hamain Yaad Kero Ge Tum
Aj To Kehte Ho waqt Nahi Hai
Phir Ek Din Mere Liye waqt Se Fariyad Kero Ge Tum
Mere Andaz-E-wafaa ko Jab Samjh jao Ge
Meri Yadon Se Phir Na Behel Pao Ge
Ben jaonga Mein Tumhare Liye Harf-E-Dua
Khud Ko Jab B Sajde Mein Pao Ge
Jo Udas Hain Tere Hijar Mein
Jinhe Bojh Lagti Hai Zindagi
Sar-E-Bazam Youn Inhe Dekh K
Tera Munh Chupane Ka Sukria
Jo Zamane Bher Ka Asool Tha
wo Asool Tu Ne Nibha Dia
Yehi Rasm Thehray Gi Moutbar
Tera Bhool Jaane Ka Sukria
Humse wafa K bare Mein Jo Chahe Poch Lo
Lakin wafa Ki kia Hai Saza Ye Na Pochna
Raste Mein Kon Mila Yeh Pochna Shoq Se
Kis Kis Ka Saath Chot Gia Yeh Na Pochna
Kia Humne Zindagi Ko Dia Sab Ko hai Khabar
Kia Zindagi Ne Humko Dia Ye Na Pochna
Her Su Raqabton Ka Dehekta Alao Tha
Uss Shehar-E-Dostan mein Ghazb Ka Tanao Tha
Phir Youn Hua K Uski Aana Usko Kha Giye
werna Uss Aadmi mein Bara rekh rakhao Tha
wo Naam Tha Badal Gaya
Mein Sham Tha Dhal Gaya
wO Nazar Tha JhuK Gaya
MeiN tehreer Tha Mit Gaya
wO Shama Tha Pigal Gaya
Mein Perwana Tha Jal Gaya
wo Ashk Tha Beh Gaya
Mein Dard Tha Seh Gaya
wO Chand Tha Chuup Gaya
Mein Badal Tha Baras Gaya
wO Tofan Tha Guzar Gaya
Mein Gulshan Tha Bikher Gaya
Kanton Se Guzer Jana Sholon SE Nikal Jana
Phulon Ki basti Mein Jana To sambhal Jana
Din Apni Chiraagon Ki Maanind Guzarte Hain
Har Shab Ko Bujh Jana Her Shaam Ko Jal jana
Bachon Hi si Fitrat Hai Ham Ahl-E-Mohabbat Ki
Zid Kerna Machal jana Phir Khud Hee Sambhal jana
woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
Mosem Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana
Chandani raaton mein aansoo se andhera geela karna,

yehi toh ishq ka bada pyara andaz hai,

kabhi waqt mile toh mujhse bhi mohabbat karke dekhna,

teri berookiyon ko aaj bhi mera adaab hai!!