w SMS Messages18904 messages

Tark-E-Taluq Ki Pahel Mein ne Ki
Chahta To wo Tha Magar Us Mein Hosla Na Tha
Chorne Ka Faisla To Roz Kerta Tha wO Magar
Meri wafa K Aage Uska bas Chalta Na Tha
Bewafai Se Pereshan B Ho Jate Hain
Naram Jhonkay Kabhi Tofan B Ho jate Hain
Humne Mehboob Jo Badla To Taujab Kesa
Log Kafir Se Musalman Bhi To Ho Jate Hain
wO wafa Na ker Sake to Kia Hua
Kuch Dino Ka To Saath Nibhaya Tha
Tarapta Hua Chor Gya To Kya Gila Karain
Tarhpana B To Usi Nay Sikhaya Tha
wO CHup B Rehta Hai To Mujhko sunai Deta Hai
Her Ek Chehray Mein wO Chehra Dikhai Deta Hai
Mujhe B Ronaq-E-Dunya Pasand hai Lakin
Tera Khial Mujhe Kab Rehai Deta Hai
Mohabbaton Main Shumar Kaisa?

Yaqeen Kaisa?

Guman Kaisa?

Urooj Kaisa?

Zawal Kaisa?

Sawal Kaisa?

Jawab Kaisa?

Mohabbatain To Mohabbatain Hain,
Mohabbaton Main Hisab Kaisa?
Na To Gham ki DhooP Jala SaQi,Yeh To mosam ka Asar Hova.


wohi mera wAFA ka He Phool Tha,jo Abi Tk hY Khila Hova.
Tum Jao Humse Door To AIk Kaam Ker Jana
Kuch Pal Apne Hamare Naam Ker Jana
Agar Aa jaye Mout Hamain Tere Aane Se Pehle
To aa Ker Mere Janaze Ko Ehtiram Ker Jana
Na Rona Iss Qadar K Takleef Ho hamain
Mout Ko B Mazak Samjh Ker Aanjan Ben Jana
MeiN AIk Din So Jaonga Sada k Liye
Phir Mujhe Bewafa Keh K Badnaam Ker Jana
Jo Guzro Meri Qabar Se To Nazrain Na Pehrna
Mehmaan Hee Ben K Dua Salam Ker Jana
Mera Afsura Chehra Iss Liye B Zard Rehta hai
Mujhe Apne Ilawa B Kisi Ka Dard Rehta Hai
Tumhare Dam Qadam Se Thi Ye Sab Mosam ki Rangini
Tumhare Baad Sara Saal Mosem Serd Rehta Hai
Tumhare Baad Baqi Aur To Sab Theek hai Lakin
Jahan Dil Tha Kabhi Pehle wahan Ab Dard Rehta Hai
Sapno ki duniya hai nirali,
Har taraf rehti hai hariyali.
Par asli duniya ki khabar rakhne wale jante hai,
Isiliye woh sapno ko sach nahi mante hai.
Ajeeb Hijar parasti Thi Uski Fitrat Mein
Shajar Ke Tooty Patty Talash Kerta Tha
Qayyam Kerta Tha wo Mujh Mein Soofyon Ki Tarah
Udas Reh Ker Goshay Talash Kerta Tha
Tamam Rat wo Zakham De ke Apne Pairon Ko
Mere wajod Ke Raizay Talash Kerta tha
Duain Kerta Tha Ujray Huy Mazaron Per
Bary Ajeeb Sahary Talash Kerta Tha
Bhulaye Kyun Aziyat Pasandiyan Uski
Khusi K Dhair Mein Sadmay Talash Kerta Tha
Ek Uski Khushi Mein APni Jaan war Don
Jeti Hui Bazi Ko Ek Pal mein Haar Don
Unki Aankho Mein Aanso Hamse Dekhe Nahi Jate
Je De Usey Gham Uski Duniya Ujar Don
Dil ki choton nme kabhi chain se na rehny dia
Jab chali serd hawa mein ne tujhe yaad kia
Iska rona nahi kyun tumne kia dil berbaad
Iska gham hai bohat der mein berbaad kia