w SMS Messages18904 messages

mein anderon mein bhi ujalon ke talab gar rahi
sesaktee...taraptee....bekarar rahi.
ab toh!!! anso bhi lahoo ke shaqal ekhteyar ker gay
jab weranon mein zoron ke barsat rahi
bujhtay charagon ko anchal say bacha ker
zindagi apnay RAB ke taraf say kuch udhar rahi
ab!!! mehfilon ko chornay say kia??? faida
*Anjan* mohabbat toh akhier phir bhi barbad rahi.
zindagi ki musafat main
khoshion ki chahat main
mausmon ki manind
lehjay badal jatay hain
sukhay paton ki tarhan
waday toot jatay hain
yunhi saath chalnay walay
rasta badal jatay hain
kion zindagi ki musafat main
zindagi se payaray log
choot jatay hain
humain vo bhool jatay hain

kaise lagi aap sub ko?????????????
Ye wafa ka silaa hai to koi baat nahi,
Ye dard apno ne diya hai to koi baat nahi,
Yehi bahut hai ki woh dekh rahe hai kinare se,
Hum doob bhi rahe hai to koi baat nahi
Hajoom Mein Tha wo Na Ro Saka Hoga
Magar Yakeen Hai Shab Bher Na So Saka Hoga
wo Shaks Jise Samjhne Mein Mujhe Umar Lagi
Bicher Ke Mujhse Kisi Ka Na Ho Saka Hoga
Mere wajood Ki Mujh Mein Talash Chor Gia
Jo Pori Na Ho Kabhi Aesi Aas Chor Gia
Ye Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kam Hai Kia
K Khud Door Hai Yadain To Pass To Chor Gia
Jo Khuwaishain Thi Kabhi Hasraton mein Dhal Gaye Ab
Mere Labon Pe wo Aik Lafz KAASH Chor Gia
Yeh Mera Zarf Hai Ek Roz Usne Mujhse Kaha
K Aam Logon Mein Ek Tujh Ko Khaas Chor Gia
Baharon Se Mujhe Isi Liye Tou Nafrat Hai
Inhee Ruton Mein Mujhe wo Udas Chor Gia
wafa Ki Aas Mein Hum Sabhi ka Saath Nibhate Rahe
wohi Hum Ko Sada Yaad Aye Jo Hame Bhulate Rahe
Dil Viraan Tha Honton Per Hansi Sajate Rahe
Khush Fehmion Se Hum APne Dil Ko Behlate Rahe
Begane Ben Gaye Sabhi Jinhain Hum APna Banate Rahe
Sabhi Bewafa Thay Hum To Younhi Her Kisi Ko Aazmate Rahe
aey kumsafar bus hamara sath itna tha

manzil teri alg thi rasta mera juda

jo dekha khwab tha mene wo chkna choor hona tha

kbhi jo yad ajoun to jana muskura dena

mjhe tou yaad main teri umr bhar ko rona tha
youn bhi chajatey ho mere hawason per aksar

main tere diye sab dard bhool jata hoon
Ajab IkhtiLaaf Tha Hamari mohAbAt mAin,




wo jisAm ka Pujari tha Aur mAin rooh Ki,
Kitne sadiyan guzre o Rabba

wo nahi aayi wo Na hi aayi

Us ke bin kitni tanha rahi mai

Tanhaiyoun mein mitt ta gaya mai

Kitne sadiyan us ke intezaar mein guzaare

Per wo nahi aayi wo nahi aayi
Masroof Hain Din Raat Unhain waqt Kahan Hai
wO Karain Humse Baat Unhain waqt Kahan Hai
wo Ponchain Meri Aankh Se Behte Hue Aansu
Ae Ronaq-E-Bersaat Unhain waqt Kahan Ha
Yahan Apni Apni Bari Per
Sab Hanste Hain
Sab Rote Hain
Dil To Sab Ka Hota hai
Aur Dukh B Sab Ke Hote Hain
Kuch Ashk Dilon Per Girte Hain
Kuch Mitii Mien Mil Jate Hain
Kuch LAfz Aada Ho Jate Hain
Kuch Honton Mein Sil Jate Hain
Mana K Adhure Rehte Hain
Per Khuwab To Sab Ke Hote Hain