w SMS Messages18904 messages

Tere Mere Is Pyar Pe Is Zamane Ka Pahera Hai
Zamana Ye Nahi Jaanta Hamara Pyar Kitna Gahera Hai
Har waqt Subha Shaam Dostaon Se.
Chahate Huwe Bhi Kiya Zikr Tera Hai
Teri Har Saans Se Milti Hai Zindagi Mujhe
Dhadakta Hai Jo Tere Seeney Me wo Dil Mera Hai
~*~Bhool Ja..~*~!!

Jo Tera Na Ho Saka Usey Bhool Ja
woh Lamha Khawab Samajh Ker Bhool Ja
Na Ker woh Khwaish Jo Puri Na Ho Sakey
Jo Na Mil Saka Usey Bhool Ja
Na Ker waqt Barbaad Purani Yaadon Mein
Khul Ker Hans Le Aur Gham Ko Bhool Ja
Zindagi Naam Hai Aagay Bharne Ka
Kal Ko Kal Hi Rehne De Sab Bhool Ja
AYE KaAsH!

Aye Kaash!
woh Din Kabhi Aya Na Hota
Tu Mujh Se Juda Na Hota
Aye Kaash!
Jis Ne Mujhe Tanha Kya
woh Mera Apna Na Hota!
Aye Kaash!
Sheeshe Ki Tarah Tootne wala
Mera Spna Na Hota!
Aye Kaash!
Yeh Kaash Na Hota
Mita De Faasle Ke Majbooriyan Achi Nahin Lagti
Aa Bhi Ja Ke Tujh Bina Zindagi Achi Nahin Lagti
Mat Ker Jhoote waade Ke Tasaliyan Achi Nahin Lagti
Aa Bhi Ja Ke Tanhaiyan Achi Nahin Lagti
Mujhe Roshni De Ke Tareekiyan Achi Nahin Lagti
Aa Bhi Ja Ke Bechainiyan Achi Nahin Lagti
Band Kero Yeh Mohabbat Ki Baatein
Ke Muj Ko Yeh Kahaniyan Achi Nahi Lagti
Ajnabi Ban Gaya woh Yeh Keh Ker Ke
"Tum Ne Dosti Na Nibhai"
Kaisa Dost Hai woh Dost Ko Tanha Kar Ke
Kehta Hai "Dosti Na Nibhai"
Chora Bhi Khud Hai Aur Bewafa Bhi Mujhe Kehta Hai
Kitna Bewafa Hai Meri wafa Ko Nahi Samajhta Hai
Toota Hai Mera Dil Per woh Nahi Samjhe Ga
Na Kabhi Samajh Paya Mujhe Na Hi Samajhe Ga
woh Jaye Aur Dosti Nibhaye
Hum To Ajnabi Hain Hum Kya Dosti Nibhayein
woh Mujh Se Mere Ishq Ka Hisaab Maang Raha Hai
Kitna Pagal Hai Mujh Se Zinda Rehne Ki wajah Maang Raha Hai
woh Mujh Se Meri Chahat Ka Saboot Maang Raha Hai
Kitna Pagal Hai Mujh Se Mere wajood Ka Nishaan Maang Raha Hai
woh Mujh Se Mere Aansuon Ka Saboot Maang RAha Hai
Kitna Pagal Hai Meri Tanhiyan Ka Saboot Maang Raha Hai
Chaha The Jise Jaan Se Zyada
Aaj woh Hi MUj Se Dushmani Maang Raha Hai
Dard K bikhre tkray tlash krti thi

mere khaton K purze tlash krti thi

bhulae kon azyat pasandyan uski

khushi K dher me sadme tlash krti thi

ajab hijr prasti thi uski fitrat me

shajr K tute pattey tlash krti thi

tmam rat parde hta K chand ko tkti

jo kho gae wo lmhe tlash krti thi

ghuma phira K judai ki bat krti thi

hmesha hijr K hrbe tlash krti thi

duaen B krti thi ujdey mzaron pr

badey ajib sahare tlash krti thi . . . /
Apnay ashko se b khud ko chupa k rona,
jb b rona to chiragho ko bhuja k rona,

Log parh laite ha chehray pe likhe tehreero ko,
kitna mushkil ha logo se chupa kar rona,

Hath jatay howay wo b to na mila kr gae
mein ne chaha tha jisay senay se lga kr rona...
Agr woh pochein tou un se kehna un ka aashiq basta tha yahan

Dekhna un ko woh pepal ka peid aur kehna gaaney woh tanhai mein gungunata tha yahan.

Le jana un ko darwazey pe aur kehna intezaar woh kiya karta tha yahan.

Phir rakhna ungli dil pe aur kehna.. Shikayat karta tha ke dard hota hai yahan.
Kia Gham hai Kia Khushi Hai Malom Nahi
wo Apna Hai k Ajnabi Malom Nahi
Jiske begair Ek Pal Nahi Guzerta
Kesy Guzry Gee Umer Malom Nahi
Aana KI Baat Hai werna Mohabbat Ab Bhi Baqi Hai
Usey Meri Mujhe Uski Zarorat Ab Bhi Baqi Hai
Koi Muskil Agar Darpaih Ho to Lout Ker Aana
Tumhare waste Dil Mein Aqeedat Ab Bhi Baqi Hai
Yeh Kia Khela Hai Ulta Khel Mere Saath Kismat Ne
Sar-E-Manzil Khara Hoon Aur Musafat Ab Bhi Baqi ha
Ab wO MEri Her Baat K Maani Poche
Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Kerta Tha
Ehsas Dilaya hai To Milta Bhi Nahi Hai
Ajnabhi Tha To Roz Mila Kerta Tha