qareeb maut khari hai zaraa thahar jao
qazaa
se aankh lari hai zaraa thahar jao
thaki thaki
si fazaayen bujhe bujhe taare
bari udaa
s ghari hai zaraa thahar jao
nahin ummeed ki ham aaj ki
sahar dekhen
ye raat ham pe kari hai zaraa thahar jao
abhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa hai
tamaam raat pari hai zaraa thahar jao
phir i
s ke baad kabhi ham na tum ko rokenge
labon pe
saan
s ari hai zaraa thahar jao
dam-e-firaaq mein ji bhar ke tum ko dekh to luun
ye fai
sale kii ghari hai zaraa thahar jao X